Mere Nabi ﷺ Ke Sahaba | Hafiz Ahmed Raza Qadri | Naat | 2018

Mere sahaba Pyare sahaba
Lajpal sahaba Sitare sahaba
Mere sahaba, Mere sahaba pyare sahaba
Mere sahaba, Mere sahaba pyare sahaba

Lajpal sahaba sitare sahaba
Jo takte the mere nabi ko raat din… raat din
Na reh pate the ek pal bhi nabi ke bin… nabi ke bin

Mere Nabi ke sahaba mere Nabi ke sahaba
Mere Nabi ke sahaba mere Nabi ke sahaba
Meri jaan sahaba imaan sahaba meri shan sahaba hai
Meri jaan sahaba imaan sahaba meri shan sahaba hai

Mohabbat ki shamaa sare sahaba hai sahaba hai
sahaba hai sahaba hai sahaba hai sahaba hai
Mohabbat ki shamaa sare sahaba hai sahaba hai
sahaba hai sahaba hai
Hame to jaan se pyaare sahaba hai

Mere Nabi ke sahaba Ashaabe Nabi
Mere Nabi ke sahaba Ashaabe Nabi
Mere Nabi ke sahaba Mere Nabi ke sahaba
Mere Nabi ke sahaba Mere Nabi ke sahaba

Qamar ke gird kese jagmagate the
jagmagate the
Qamar ke gird kese jagmagate the
jagmagate the
Nabi Mehtab hai tare sahaba hai
sahaba hai

Mere Nabi ke sahaba Mere Nabi ke sahaba
Mere Nabi ke sahaba Mere Nabi ke sahaba
Mere Nabi ke sahaba Mere Nabi ke sahaba
Mere Nabi ke sahaba Mere Nabi ke sahaba

Madine me mere sarkar jab aaye
Khushi ki ek lehar woh saath me laaye
jahan bhi uthni ruk jayegi woh ghar
Wahin aaram farmayenge ab sarwar
Ruki ek ghar ke aage uthni pyari
Woh ghar tha milkiyat ayyub ansari
Hasi hai kis kadar Qirdar ke dekho
Bane jo mezban sarkar ke dekho

Mere Nabi ke sahaba Mere Nabi ke sahaba
Mere Nabi ke sahaba Mere Nabi ke sahaba (x2)

Abu Bakar-O umar jaane Mohammad hai
Mohammad hai
Ye do Aashique hi to shan-e Mohammad hai
Mohammad hai

Meri jaan sahaba imaan sahaba meri shan sahaba hai
Meri jaan sahaba imaan sahaba meri shan sahaba hai
Mere Nabi ke sahaba Mere Nabi ke sahaba
Mere Nabi ke sahaba Mere Nabi ke sahaba (x2)

Bane the mezban sultan aaqa ke
aaqa ke
Qadam ginte rahe Usman Aaqa ke
Aaqa ke
Qadam jitne gulam aazad kya kehna?
Ke Usman-e Gani the Shaad kya kehna?

Mere Nabi ke sahaba Ashaabe Nabi
Mere Nabi ke sahaba Ashaabe Nabi
Mere Nabi ke sahaba Mere Nabi ke sahaba
Mere Nabi ke sahaba Mere Nabi ke sahaba

Nabi ke bistar-e aqdas me soye the
soye the
Nabi ke bistar-e aqdas me soye the
soye the
ke jese rahmat-e azdaa me khoye the

Mere Nabi ke sahaba Mere Nabi ke sahaba
Mere Nabi ke sahaba Mere Nabi ke sahaba (x2)

Wafa-e Mustafa ke tajwar hai woh
tajwar hai woh
Wafa-e Mustafa ke tajwar hai woh
tajwar hai woh
Ke pehlu me Nabi ke jalwagr hai who
jalwagr hai who jalwagr hai who

Meri jaan sahaba imaan sahaba meri shan sahaba hai
Meri jaan sahaba
Mere Nabi ke sahaba Mere Nabi ke sahaba
Mere Nabi ke sahaba Mere Nabi ke sahaba

Mere dil ka yahi iqrar hai ahmed
yahi iqrar hai ahmed yahi iqrar hai ahmed
Nabi ke saathiyon se pyar hai ahmed

Meri jaan sahaba imaan sahaba meri shan sahaba hai
Meri jaan sahaba imaan sahaba meri shan sahaba hai
Mere Nabi ke sahaba Mere Nabi ke sahaba
Mere Nabi ke sahaba Mere Nabi ke sahaba

Sahaba roshni katib ke dil ki bhi
dil ki bhi
Yahi to raah hai katib amal ki bhi
Sahaba taj hai katib ke sar ka bhi
sar ka bhi
Sahaba Noor hai katib nazar ka bhi
nazar ka bhi
Mere Nabi ke sahaba Mere Nabi ke sahaba
Mere Nabi ke sahaba Mere Nabi ke sahaba (x2)
Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi ….

Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *