Zameen meli nahi hoti zaman mela nhi hota | Hafiz Ahmad Raza Qadri | 2018

Zameen maili nahi hoti, zaman maila nahi hota
Zameen mali nahi hoti, zaman maila nahin hota

Muhammad (SAW) kay gulamon ka kafan maila nahi hota

Jo Naam-e-Mustafa (SAW) chumein, nahi dukhti kabhi ankhein

Pehen le pyaar jo Unka, badan maila nahi hota

Muhammad ke gulamon ka kafan maila nahi hota

Nabi (SAW) ka daman-e-rehmat pakar lo aey jahan walo

Rahe jab tak yeh hathon main, chalan maila nahi hota

Muhammad (SAW) ke gulamon ka kafan maila nahi hota

Nabi ke paak langar pr jo plte hai kbhi unki
Zban maili nhi hoti dahan maila nhi hota
Zban maili nhi hoti dahan maila nhi hota
Muhammad (SAW) ke gulamon ka kafan maila nahi hota

Gulon ko choom laite, hain seharnam shabnami qatre

Nabi (SAW) ki naat sun lein tu, chaman maila nahi hota

Main nazan tu nahi fanpan magar Nasir yeh dawa hai

Sana-e-Mustafa (SAW) karne se fan maila nahi hota
Sana-e-Mustafa (SAW) karne se fan maila nahi hota

Muhammad (SAW) ke gulamon ka kafan maila nahi hota
Muhammad (SAW) ke gulamon ka kafan maila nahi hota.

Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *