Noha – Bharay Darbaar Mein Roti Rahi Zahra S.a -Daniyal 2017 2017DaniyalDaniyal - Album - 2017Play d dur-e-najaf Followers: 0 Bharay Darbaar Mein Roti Rahi Khari Zahra BHARAY DARBAAR MEIN ROTI RAHI KHARI ZAHRA NA JANAY KIS TARHA HAQ MAANGTI RAHI ZAHRA YEH USKI BETI HAI JISNAY DO LAKHT CHAND KIYAVOH JISKAY NOOR NAY HAR ROSHNI KO MAAND KIYAISAY SATAAO NA DUKHIYARI HAI BARI ZAHRA NABI KAY BAAD YEH KYA HO GAYA ZAMANAY KOKYUN KALMA GO HAI CHALAY TERA GHAR JALANAY KOSAHAY GI KIS TARHA TU YEH SITAMGARI ZAHRA VOH APNAY BABA KO MARZI SAY RO NAHI SAKTIKYUN APNAY ASHKON SAY PALKEIN BHIGO NAHI SAKTIDIKHAEE WAQT NAY KEYSI SITAMGARI ZAHRA SANAD KEY TUKRAY HAWA MEIN URA KAY HASNAY LAGARASOOL ZAADI SAY GHUSTAKH AISAY KEHNAY LAGABATA VOH KONSI JAGEER HAI TERI ZAHRA ZARA YEH SOCH KAY DANISH WARON YEH BATLAAONAHI SATAAEY GAEE PHIR HAMAY YEH SAMJHAAOTO RONAY KIS LIYEY BAITUL HUZAN GAEE ZAHRA HASAN HUSSAIN SAY SACHAY GAVA BHI JHUTLAAEYRULA KAY BIBI KO ZALIM ZARA NA SHARMAAEYBHULA NA PAAEGI UMMAT KI BEY RUKHI ZAHRA SIYAAH BAAL JO MAAN KAY SAFEYD TAR DEKHAYTAUQEER KEYSAI KAHOON BETIYON NAI SAR PEETAYGAEE HAI JIS TARHA GHAR SAY THAKI THAKI ZAHRA October 17, 2021November 8, 2022More Related: Play Teran Di Tayk Hay | Zeeshan Haider Play Zikr e Hasan | Mir Hasan Mir | 15 Ramzan Manqabat 2021 Play Saj Gaye Asman | Hafiz Ahmed Raza Qadri | Mairaj un Nabiﷺ | New Naat 2018 Play MERE BABA (میرے بابا) | Mesum Abbas Nohay 2021 | Noha Bibi Sakina Play Karbala Haq Hai Batatay Jao Play Soz e Dil Naat | Qari Waheed Zafar Qasmi | 2015 Play IDHAR HAZARON NABI O MURSAL | Shahbaz Qamar Fareedi | Naat Lyrics | 2018 Play Maa Fatima (sa) | Shadman Raza Naqvi New Manqabat | 2021 Play Mir Hasan Mir | Aisay Hum Saqi E Kausar Ki Taraf Dekhtay Hain Manqabat | 2017 Play Muhammad Hamary Bari Shan Walay | Qari Shahid Mehmood | Naat Lyrics | 2020 Play Pani Pilao Sabily Lagao – Shadman Raza 2016-17 – TP Muharram 2016-17 Play Ya Fatima Zahra (sa) |Shadman Raza Naqvi | 1441/ 2020 Ayame Zahra sa Noha Comment Cancel replyYour email address will not be published. Required fields are marked * Name * Email * Website Save my name, email, and website in this browser for the next time I comment. Δ
Comment