Koi majboor Nahi Koi Majboor
Nahi zikre shah ke liye hargis koi Majboor
nhi jism mazoor hai pr fikr se mazoor
nhi jab bhi sine se meri maa ne lgaya hmko
zikre shabbir hi lori me sunaya hmko ashke ghm shaah
ka ghutti me pilaya hmko isliye or kisi
ghm se bhi ranjoor nhi.. istrha shan brhata hai woh rabbe akbar
ek nabina hi tha shaah ka phla zayar baar ha maine bhi
dekha hai hareeme sarwar roshni deti h ankhe meri ye koor nhi…….
iska kuch ghm nhi dekhi nhi duniya hmne chand o sooraj ka
nhi dekha ujala hmne ha magar dekhi h qabre shahe vala
hmne kon khta h ki ankhe meri purnoor nhi……
is qadar mujh p maharban h aqa mera bin kahe
bt samjh jata h mola mera dil kisi ka bhi dukhata
nhi lahja mera ye zaba jhooth kahe rab ko ye manzoor nhi…
pa piyada to sabhi karbobala jate h azmo himmat se meri
koh bhi tharrate hai sr k bal chalte hue hm ba khuda jate
hai hosle khte hai manzil meri kuch door nhi……
jis ghrhi mjlise shabbir me ata hu main hath matam k liye
apna uthata hu main khud ko ha qaba o qosain p pata hu
main is balandi p mgr hum kbhi maghroor nhi… isliye
haq se nhi koi shikayet hmko unsne bakhshi hai ghame shaah
ki dolat hmko jan se pyari hai shabbir ki ulfat hmko kufr
nemat kare is qom ka dastoor nhi….
shukriya Ainee jo andaze baya bakhsha hai nutqe
ehsas ko lafzo ka jaha bakhsha hai hm the
khamosh hme zore zaba bakhsha hai kon sa
dil hai jo amir tera mashkoor nhi
Comment