Farhan Ali Waris | Sari Duniya Hussain Hussain Kare | 11 Languages | Noha | 2011

Sari Duniya Hussain Hussain Karey

Kya Sirf Musalmaan Key Pyarey Hai Hussain

Charkhey Noey Bashar Key Tarey Hai Hussain

Insaan Ko Beydar To Honey Hi Do

Har Kaum Pukarengi, Hamarey Hai Hussain (x3)

Zaban Dar Zaban Bass Yeh Peygham Barhta Rahey (x2)

Hai Yeh Farhan-o-Mazhar Key Dil Ki Sadaa

Sari Duniya Hussain Hussain Karey (x3)

Har Zaban Zikr-e-Maula Hussain Karey

Sari Duniya Hussain Hussain Karey (x3)

Rang-o-Naslo Zaban Ki kahan Kayd Hai (x2)

Nahi Mazhab Ki Koyi yahan Qayd Hai (x2)

Farsh-e-Majliss Pei Kisski Zabaan Qayd Hai (x2)

Har Zaban Zikr-e-Maula Hussain Karey (x2)

Sari Duniya Hussain Hussain Karey (x3)

Har Wali’a Azadaar Ibn-e-Ali (x2)

Shams Nurani Lalan’r Bhitai Bari (x2)

Shahi Har Sheh Tera Maula Shabbir Ji (x2)

Har Zaban Zikr-e-Maula Hussain Karey (x2)

Sari Duniya Hussain Hussain Karey (x3)

Jo Bhi Eh Matami Maula Shabbir Da (x2)

Jidey Sawanch Wasdi-e-Karbobala (x2)

Odi Bakhshish Di Zamin E Khun Seyyada (x2)

Har Zaban Zikr-e-Maula Hussain Karey (x2)

Sari Duniya Hussain Hussain Karey (x3)

Da Hussain Morh Mota Dua Da Ghadein (x2)

Momina Nu Da Par’a Shifa Da Ghadein (x2)

Ar Nassal Ar Mazhab Bar Sila Da Ghadein (x2)

Har Zaban Zikr-e-Maula Hussain Karey (x2)

Sari Duniya Hussain Hussain Karey (x3)

Dar Hama Alam-e-Shohra-e-Ya Hussain (x2)

Ku-ba-ku, Su-ba-su Jalwa-e-Ya Hussain (x2)

Har Dilam Har Balab Nara-e-Ya Hussain (x2)

Har Zaban Zikr-e-Maula Hussain Karey (x2)

Sari Duniya Hussain Hussain Karey (x3)

Assalam-o-Alayk Yabn-az-Zahra Hussain (x2)

Aal-e-Yassin-o-Aal-e-Abaa Ya Hussain (x2)

Bi Abi Anta Wa ummi Maula Hussain (x2)

Har Zaban Zikr-e-Maula Hussain Karey (x2)

Sari Duniya Hussain Hussain Karey (x3)

Sheh Pei Wishwass Hai Sar-e-Sansaar Ko (x2)

Koyi Bhi Dharm Ho Koyi Parchaar Ho (x2)

Sarey Purab Ki Panchim Ki Jinta Suno (x2)

Har Zaban Zikr-e-Maula Hussain Karey (x2)

Sari Duniya Hussain Hussain Karey (x3)

Sabr Ni Jeet Chey Zulm ni Haar Che (x2)

Haq Ni Mathey Shahdat Par tayyar Che (x2)

Dhar-e-Insaniyat Nu Aa Parchaar Che (x2)

Har Zaban Zikr-e-Maula Hussain Karey (x2)

Sari Duniya Hussain Hussain Karey (x3)

The reason of Life Is Hussain Hussain (x2)

The voice in every heart is Hussain Hussain (x2)

Every moment everywhere is Hussain Hussain (x2)

Har Zaban Zikr-e-Maula Hussain Karey (x2)

Sari Duniya Hussain Hussain Karey (x3)

Hussain est de moi et je suis de Hussain (x2)

A déclaré Mohammad, sur notre Hussain (x2)

Le Roi de tous le Paradis est Hussain (x2)

Har Zaban Zikr-e-Maula Hussain Karey (x2)

Sari Duniya Hussain Hussain Karey (x3)

Hussain Ka Okoa Ulimwengu (x2)

Hussain Ka Okoa Ubinadamu (x2)

Kumpenda Hussain Ni Wajibu (x2)

Har Zaban Zikr-e-Maula Hussain Karey (x2)

Sari Duniya Hussain Hussain Karey (x3)

Waqt Jab Bhi Parha Deen-e-Islam Par (x2)

Kaam Aya Hai Bass Fatema Ka Hi Ghar (x2)

Is Liye Inka Maqruz Hai Har Bashar (x2)

Har Zaban Zikr-e-Maula Hussain Karey (x2)

Sari Duniya Hussain Hussain Karey (x4)

Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *