Wohi khuda hai ,wohi khuda hai
Koi toh hai, Koi toh hai jo nizam-e-hasti chala raha hai,
Wohi khuda hai
Wohi khuda hai
Dikhayi bhi na de jo nazar bhi , woh aa raha hai
Wohi khuda hai
Wohi khuda hai
Talash usko na kar buton mein
Woh hai badalti ruton mein
Jo din ko raat aur raat ko din banaa raha hai
wohi khuda hai
Wohi khuda hai
Koi hai toh hai jo nizame hasti chala raha ha
Kisi ko tajo wakar bakshe
Kisi ko zillat ke khar bakhshe
Woh sab ke haathon pe
Mohar-e-Qudrat laga raha ha
Wohi khuda hai
Koi toh hai jo nizam-e – hasti chalaa raha hai
Khuda hai
Yeh chand taare hain noor usi ka
Hai har jagah pe zahoor usi ka
Yeh phool kaliyan
Yeh sabze patte sajaa raha hai
Wohi Khuda Hai
Koi toh hai jo nizam-e-hasti chala raha hai
Wohi Khuda Hai
Nazar bhi rakhe sma’atein bhi
Woh jan leta hain neeyatein bhi
Jo khana-e- la Shaoor mein
Jagmagaa raha hai
Wohi khuda hai
Koi toh hai jo nizame hasti chala raha hai
Kyun mangta hai tu is jahan se?
Tujhe milega khuda ke ghar se
Nabi sadqe jo apne haathon loota raha ha
Dikhayi bhi na de jo nazar bhi woh aa raha hai
Wohi khuda ha
Woh hai Ali ka jigar ka tukDa
Woh Fatemah hai lal jisne
Hussain Karbobla mein jisko bula raha hai
Koi toh hai jo nizame hasti chalaa raha hai
Wohi khuda haia
Comment