Ali Safdar | New Noha | Hasan as Hussain as subkay hayn | Noha 2019-20 [HD] | Poet Qamar Hasnain

 

 

 

 

Hassan as Hussain as sab ke han

karbala sab ki hai

Hassan as Hussain as han hamaray

Rasool SAW ke han nawasy

Hassan as Hussain as han hamaray

 

 

Hassan as Hussain as sab ke han

karbala sab ki hai

 

 

Hassan as ke soho ne deen e khuda sambhala ha

Hassan as ka khoon e jigar deen ke kam aya ha

Han in ko manta sunni hai ya wo shia ha

Hussain as ne koi fieka nai bachaya ha

khuda ke dee ke liye hassan as hussain as ke kam

 

 

Hassan as Hussain as sab ke han

karbala sab ki hai

Hassan as Hussain as sab ke han

karbala sab ki hai

 

 

 

 

Hassan as ka khud ka hussan kitna khobsorat ha

Hassan as ki iman o ama ke liye  qiyadat ha

Hassan as ki sulgo gabi sy Nabi saw ki sunnat ha

Hassan as ki aj bhe is door me zarorat hai x2

har ek shakh kahta hassan as mary imam

 

Hassan as Hussain as sab ke han

karbala sab ki hai

Hassan as Hussain as sab ke han

karbala sab ki hai

 

 

Baqaye kalma e toheed deen ki baiyn hussain as

Nabi saw ki ladli bati ke noor e aiyn  Hussain as

Ali as khalifay e bar haq ke dil ke chain hussain as

ha kainaat pay chaya howa Hussain as Hussain as x2

saday hai shiyo ki dil ki ye suniyo ka kalam

 

Hassan as Hussain as sab ke han

karbala sab ki hai

Hassan as Hussain as sab ke han

karbala sab ki hai

 

 

 

Hassan as ne khoon e jigar  say di hai deen ko dawa

qiyam e deen e khuda hai Hussain as hi ka piyam

han la zawal hamesha hassan as hussain as ke kam

ikhthy ho nai sakty kabhi halal o haram x2

hassan as hussain as dy gay Nabi saw ka nazam

 

Hassan as Hussain as sab ke han

karbala sab ki hai

Hassan as Hussain as sab ke han

karbala sab ki hai

 

 

 

Nabi saw ki bati pay zulm o sitam  kiye kis ne

jigar hassan as ka hai tokray hussain as han roty

Hussain as karbobala me chaly han khamy say

na janay kitny han qasim as ki lash ke tokray x2

har ek lasha pamal par nabi saw ka salam

 

Hassan as Hussain as sab ke han

karbala sab ki hai

Hassan as Hussain as sab ke han

karbala sab ki hai

 

 

 

 

 

zuban ha sokhi hoi teer kha rahy han hussain as

kamal e sabar e shujaat  dikha rahy han  hussain as

madad ko bhai ki sahal per ja rahy han hussain as

zameen say lashy e akbar as utha rahy han hussain as x2

zameen per bahan or arsh per ek kohraam

 

Hassan as Hussain as sab ke han

karbala sab ki hai

Hassan as Hussain as sab ke han

karbala sab ki hai

 

 

 

jawan ki lash pay girta ha sambhalta ha

ha waqat asar ka hai aftaab dhalta ha

wo daikho shimar ka khanjar galay pay chalta ha

galay say shah ke nabi saw ka laho nikalta ha x2

zameen e karbobala phir bhr ho gai hai sham

 

Hassan as Hussain as sab ke han

karbala sab ki hai

Hassan as Hussain as sab ke han

karbala sab ki hai

 

jalay khayam me umeed ki hai ek kiran

hai karbala ki muhafiz hussain as ki ye bahan

cheeni is say rida bhai ko mila na kafan

namaz parhti ha hai bazoyo me is ke rasan x2

satoon deen ko bacha ke jaal chukay ha khayam

 

 

Hassan as Hussain as sab ke han

karbala sab ki hai

Hassan as Hussain as sab ke han

karbala sab ki hai

 

 

 

Hassan as Hussain as ne di ha jahan ko benai

qamar ha aj musalman sab tamanaie

wo bahar hon yahoodi hon ya esaiye

caroro aj han zawar kal ki tanhai x2

 imam e asar ke margaz pay aye gy ye tamam

 

Hassan as Hussain as sab ke han

karbala sab ki hai

Hassan as Hussain as sab ke han

karbala sab ki hai

 

Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *