Yu hii darr e zehra pey malaayak nahi jhuktey
mehboob e qudaa qudd bhi (2) they taazeem ko uth’tey
Yu hii darr e zehra pey malaayak nahi jhuktey
1) salmaan zayeefi mey qudaa jaaney ke kasiey
chuntey rahey sarwar ki tehreer ke purzey
Yu hii darr e zehra pey malaayak nahi jhuktey
2) afsos musalmaa ney usii ghar ko jalaaya
jis darr pey to allah ke payambar bhi they ruktey
Yu hii darr e zehra pey malaayak nahi jhuktey
3) islaam ka mafhoom kabhi poora na hota
tatheer ke gulshan mey agar phool na khiltey
Yu hii darr e zehra pey malaayak nahi jhuktey
4) islaam ki wahdat ka taqaaza to nahi tha
aye kaash kabhi musalmaa firqo mey na bat’tey

Comment