Ali as ki wiladat Ali walay ban kar
Manaye gay hum to maza aye ga
Ho mahfil ya majlis ho ALi as hi ke naray
Lagaye gy hum to maza aye ga
Ali as ki wiladat Ali walay ban kar
Manaye gay hum to maza aye ga
lagaye gaya gun midhat har ek sahy say kitny dushman mary gay
kabhi zikar e khaber kabhi ziker e khandank
Ali as k fazail bayan hum kary gay
jo munkar han hum un ko jahanam sy pahly jalaye gy maza aye ga
Ali as ki wiladat Ali walay ban kar
Manaye gay hum to maza aye ga
Alam ki khawash nai dil me tab tak wo raton ko jagy jinhy jagna ha
koi jang b ho pagambar SAW ko chora
ghuron ki adat to bas bhagna ha
ab unhi ki naslon ko har har jaga per bhagaye gy hm to maza aye ga
Ali as ki wiladat Ali walay ban kar
Manaye gay hum to maza aye ga
Agar bahas krni ha hum say to lao
hadeso ki sari kitaby utha kar
Hawalon say un ke kitabo sy un ki
ghadeer o fidak ki haqeeqat bata kar
unhy ki hadees say makroo cahray dikhye gy hum to maza aye ga
Ali as ki wiladat Ali walay ban kar
Manaye gay hum to maza aye ga
Zahra sa k bachy samjhty sab ko
ye toheed kia ha imamat kia ha
lagi bhook jab be zuban chusi hum ne
Hussnani as ne maa say has kar kaha ha
zuban e risalat ka kia zaiqa ha
bataye gy hum to maza aye ga
Ali as ki wiladat Ali walay ban kar
Manaye gay hum to maza aye ga
Ye majlis ye matam namazy ye rozay
Ali as ko bhe mana ALi as ki bhe mani
ibadat say khawash shujaat shahadat
wafa ki shahi sabeelo ka pani
ada khumas kar ke tabaruk ka khana
batye gay hum to maza aye ga
Ali as ki wiladat Ali walay ban kar
Manaye gay hum to maza aye ga
ye doo jahan han tumhare payamber SAW
zameen per rahy ho yahan a ke rahty
bula kar falaq per ye mairaaj ki shab
ALi as ki muhabbat me ashiq han kahty
Ali as hi ke lahjay hon batain sunye gy hum to maza aye ga
Ali as ki wiladat Ali walay ban kar
Manaye gay hum to maza aye ga
Palat kar ye koshsh mardan ne ki thi
wo khabaar ki janab na agy bharhy thy
wotaigon ke dar say uchak kar ucha kar
uhad ke paharon pay kasy thy charthy
jo kisay chupaty dushman ALi ke
bataye gy hum to maza aye gy
Ali as ki wiladat Ali walay ban kar
Manaye gay hum to maza aye ga
Likhy gy parhay gy amal deen per kar ke
azadar mola gawahi banay gay
dua hai qamar or safdar kbachy
imam e zama as ke sapahi banye gy
shahadt ki taqat say buzdil ko
daraye gu hum to maza aye ga
Ali as ki wiladat Ali walay ban kar
Manaye gay hum to maza aye ga
Comment