Aa oozoo billahi minash shaytanir rajim. (Bismillah hir-rahman nir rahim) x2 Inna nahno nazzal na zikra wa inna lahu la hafizun
(Quran-e wo kitab he, jo dars-e inkalaab-e he. Ha mari darsagah, he sidha raasta karbala, karbala) x2 Quran-e wo kitaab-e he
Bismi rabbi jaha bismillah. Subhanallah ye quran allah allah. Ummul kitaab-e he ye mashallah, ik ik surah he universalloh.
(Quran-e wo kitab he, jo dars-e inkalaab-e he. Ha mari darsagah, he sidha raasta karbala, karbala) x2 Quran-e wo kitaab-e he
Quran ki god ka ek ek surah. Wo ma-aaeda hu ki yasin wa taha. Sura-e maryam wa rehman wa shora. Parte hi rehtehe rab ka kasida.
(Quran-e wo kitab he, jo dars-e inkalaab-e he. Ha mari darsaga, he sidha raasta karbala, karbala) x2 Quran-e wo kitaab-e he
Quran ki he shaan he shaane muhammed. Quran he mizan-e muhammed. Farma ne rab farma ne muhammed. Nukta-e baa quran-e muhammed.
(Quran-e wo kitab he, jo dars-e inkalaab-e he. Ha mari darsaga, he sidha raasta karbala, karbala) x2 Quran-e wo kitaab-e he
Kaise quran he hum tak aaya. Kisne sikhaaya he kisne parhaaya. He kis gara ne ka ye sarmaya. Jan deke isko he kisne bachaaya.
(Quran-e wo kitab he, jo dars-e inkalaab-e he. Ha mari darsaga, he sidha raasta karbala, karbala) x2 Quran-e wo kitaab-e he
Din bhi bacha quran bhi dekho. Baki raha imaan bhi maano. Kiya gaya kiska ye bhi to socho. Gar to luta sayada ka hai logo
(Quran-e wo kitab he, jo dars-e inkalaab-e he. Ha mari darsaga, he sidha raasta karbala, karbala) x2 Quran-e wo kitaab-e he
Wo karbala wo nabi ka gar aana. Quran idhar to udhar he zamaana. Ik ik par-e ka maqtal jaana. Khun me nahaa ke ye sab ko bataa na
(Quran-e wo kitab he, jo dars-e inkalaab-e he. Ha mari darsaga, he sidha raasta karbala, karbala) x2 Quran-e wo kitaab-e he
Ye karbala ye he shaam-e ghariba. Wo jalte khayme wo aayate Quran Khaymo me bali sakina pareshan. Zainab pukari ye barsare mayda

Comment