Hassan Sadiq | Sajjad Tere Gham Main Zanjeer Ro Raho Hai | 2003

 

(Hai sajjad hai hai sajjad) x2

(Sajjad tere gham mein zanjeer ro rahi hai) x3

(Aankhon mein khwaab chupp hai) x2 tabeer ro rahi hai

(Sajjad tere gham mein zanjeer ro rahi hai) x2

(Kaante biche hue hai jalti hui zameen par) x2 Chaale tarap rahe hai takdeer ro rahi hai, Aankhon mein khwaab chupp hai tabeer roh rahi hai

(Sajjad tere gham mein zanjeer ro rahi hai) x2

(Abbas-e-bawafaa ki jageer karbala hain) x2 Abid ke gham me sari jageer ro rahi hai, Aankhon mein khwaab chupp hai tabeer roh rahi hai

(Sajjad tere gham mein zanjeer ro rahi hai) x2

(Abid na kaise rowe aye shaamion bataao) x2 Zakhmee hai kaan jiske hamsheer ro rahi hai, Aankhon mein khwaab chupp hai tabeer roh rahi hai

(Sajjad tere gham mein zanjeer ro rahi hai) x2

(Sajjad ke badan ka sabh khoon jhal chuka hai) x2 Paaon mein joo padhi hai zanjeer ro rahi hai, Aankhon mein khwaab chupp hai tabeer roh rahi hai

(Sajjad tere gham mein zanjeer roo rahi hai) x2

(Aankhon se khoon abid kaise baha raha hai) x2 Ho kar har ek bibi dalgeer ro rahi hai, Aankhon mein khwaab chupp hai tabeer roh rahi hai

(Sajjad tere gham mein zanjeer roo rahi hai) x2

 

Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *