Ali Safdar | New Noha | Hum Aashiq-e-Hussain as Hayn | New Noha 2019-20 [HD]

Hum duay e Syeda sa x4

Matam o girya hamara hai sabab takleeq ka

Nusrat e sarwar me hum jame e shahadat ke liye

Hashar tak kahty rahy gy dastan karbala

Hum Aashiq e Hussain as Hain hum zayar e Hussain as hain x2

ye janti hai karbala hum nasir e Hussain as han

Hum Aashiq e Hussain as Hain hum zayar e Hussain as hain

wo iradahai khuda ka wo imam e masharqain

Nazishy khtmy rusal wo Fatima sa ke dil ka chain

Shama e deen Mustafa SAW roshan inhi ke name se

un ke gham me kar rahy han baqa ah bain

Hum Aashiq e Hussain as Hain hum zayar e Hussain as hain

Hum Najaf say karbala ly kar chalay han qafla

noha karti hai fiza me sakina sa ko bhe sada

papiyada sarbarhina gham ghasran karbala

ansoyo say dhoo rahy han rah guzary karbala

Hum Aashiq e Hussain as Hain hum zayar e Hussain as hain

karbala ki khakh per jo rakha sarwar ne qadam

misal Haider as Hazarat Abbas as ne ghara alam

phir wo zulm o kahar ki andhi chali ke al amaah

ro rhy han aj tak hum yad kar ke un ke gham

Hum Aashiq e Hussain as Hain hum zayar e Hussain as hain

 zulam ki barsat me khoon me naha kar aye han

kabala e asar ki hurmat bharha ke aye han

dushmano ke hoslay pispa kar ke kch is tarhan

asghar as masoom ka qisa suna kar aye han

Hum Aashiq e Hussain as Hain hum zayar e Hussain as hain

Mustafa shabir as say shabir as se islam ha

karbala ke dasht me un ka yahi paigham ha

sar kabhi batil ke agy kham na krna chye

rah e haq me sar qalam hona bara inam ha

Hum Aashiq e Hussain as Hain hum zayar e Hussain as hain

apny har ek zulam ki zalim saza jab paye ga

parcham deen e NAbi SAW qonain me lahraye ga

Nara takabar say ghonjy gi sari kainaat

karbala ka muntaqim jab gaib say a jaye ga

Hum Aashiq e Hussain as Hain hum zayar e Hussain as hain

hum yonhi roty rahy gy majlis e shabir as me

rakh dia hum ne dil us paon ki zanjeer me

jo khatoot sabar say zainab sa ne kia

hum bharay gy ansoyo say rang usi taswee ne

Hum Aashiq e Hussain as Hain hum zayar e Hussain as hain

hurmala ke teer ne be sheer pay dhaya sitam

teer kha kar muskuraya zakham girn ki kasam

jis ka khoon chary pay apny mal lia shabir as ne

us ke gham me ay abad sham o sahar roty han hum

Hum Aashiq e Hussain as Hain hum zayar e Hussain as hain

 

Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *