Mustafa Aapke Jaisa Koi Aaya Hi Nahi | Hafiz Tahir Qadri | NAATS | 2017

 

Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi
Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi

Mustafa aap ke…
Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi
Aata bhi kaise jab Allah ne banaya hi nahi
Aata bhi kaise jab Allah ne banaya hi nahi
Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi
Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi

Koi saani na hai Rab ka na mere Aaqa ka
Koi saani na hai Rab ka na mere Aaqa ka
Koi saani na hai…
Koi saani na hai Rab ka na mere Aaqa ka
Ek ka jism nahi ek ka saaya hi nahi
Ek ka jism nahi ek ka saaya hi nahihttp://naatepaak.in/wp-admin/user-new.php
Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi
Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi

Zulf wallail hai rukh wadduha maazag aankhen
Zulf wallail hai rukh wadduha maazag aankhen
Zulf wallail hai…
Zulf wallail hai rukh wadduha maazag aankhen
Is tarah Rab ne kisi ko bhi sajaaya hi nahi
Is tarah Rab ne kisi ko bhi sajaaya hi nahi
Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi
Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi

Aap ne jab se nawaaza hai Ya Rasoolallah
Aap ne jab se nawaaza hai Ya Rasoolallah
Aap ne jab se…
Aap ne jab se nawaaza hai Ya Rasoolallah
Maine daaman kisi chaukhat pe bichaaya hi nahi
Maine daaman kisi chaukhat pe bichaaya hi nahi
Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi
Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi

Jisne Sarkar ke chehre ki ziyarat ki hai
Jisne Sarkar ke chehre ki ziyarat ki hai
Jisne Sarkar ke…
Jisne Sarkar ke chehre ki ziyarat ki hai
Uski nazron me koi aur samaaya hi nahi
Uski nazron me koi aur samaaya hi nahi
Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi
Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi

Laut kar aa gaya Makka se Madine na gaya
Laut kar aa gaya Makka se Madine na gaya
Laut kar aa gaya…
Laut kar aa gaya Makka se Madine na gaya
Kaise jaata tujhe Aaqa ne bulaaya hi nahi
Kaise jaata tujhe Aaqa ne bulaaya hi nahi
Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi
Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi

Jab se darwaze pe likha maine Aala Hazrat
Jab se darwaze pe likha maine Aala Hazrat
Jab se darwaze pe…
Jab se darwaze pe likha maine Aala Hazrat
Koi gustaakhe Nabi ghar mere aaya hi nahi
Koi gustaakhe Nabi ghar mere aaya hi nahi
Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi
Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi

Jab talak pusht pe Shabbir rahe aye Faizi
Jab talak pusht pe Shabbir rahe aye Faizi
Jab talak pusht pe…
Jab talak pusht pe Shabbir rahe aye Faizi
Sar ko sajde se Payambar ne utha ya hi nahi
Sar ko sajde se Payambar ne utha ya hi nahi
Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi
Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi

Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi
Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi
Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi
Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi x2

Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *