Aalam to aya alamdar a nahi paya
bibiyon say shahy karbala ne farmaya
Aalam to aya alamdar a nahi paya
sakina sa pani ke ab umeed nahi rakhna
asara tera darya pay main choor aya
Aalam to aya alamdar a nahi paya
madad ko aye aqa sadaye ghazi as hai
Hussain as boly mera lut gaya ha sarmaya
Aalam to aya alamdar a nahi paya
yhi to hosla mera yahi to dharas tha
qamar ko toor dya mari shah ne farmaya
Aalam to aya alamdar a nahi paya
ahad ka pass rakha or kata dye bazo
fashana ne wada nibha ke dikhya
Aalam to aya alamdar a nahi paya
macha hai khamo me kohram har taraf yahi
alam to a gya ghazi as mgr nahi aya
Aalam to aya alamdar a nahi paya
sahara tari rida ka raha nahi dunia me
kisi ne ja ke bhe zainab sa ko batlaya
Aalam to aya alamdar a nahi paya
chidee jo mashk e sakina sa lab e abbas py tha
sharam sar hon bibi ye aab na laya
Aalam to aya alamdar a nahi paya
majal kia ha ali deep ki jo ye likhy
karam ha ghazi as jis ne kalam likhwaya
Aalam to aya alamdar a nahi paya
Comment