is mah ka dilon bohat ehtram hai
har ja ibadatoon bara ihtimaam hai
raazi kkhuda ko karlo ke rootha hwa, hai jo
ramzaan hai yeh Rehmat Yazdan samaitt lu
yaad e khuda mein dِin aur raat
rozay namazain hamd aur naat
aur lab par Quran hai
yeh roohِ e Ramzan hai
yeh roohِ e Ramzan hai
yeh roohِ e Ramzan hai
yeh roohِ e Ramzan hai
har masjid mein hai ronaq, hai lutaf e ibadat kaisa
Allah ny bakhsha hai yeh rehmat ka maheena aisa
kya hai Ameer aur kya hai ghareeb
sab ko kardaita hai qareeb
yeh jo dastarkhaan hai
yeh roohِ e Ramzan hai
yeh roohِ e Ramzan hai
yeh roohِ e Ramzan hai
yeh roohِ e Ramzan hai
sehar o aftaar karo to ehsas ghareebon ka ho
haan eid se pehlay tum ko ehsas yatimon ka ho
dil jo kisi ka nah torrey
Tootay rishton ko jore
woh acha ensaan hai
yeh roohِ e Ramzan hai
yeh roohِ e Ramzan hai
yeh roohِ e Ramzan hai
yeh roohِ e Ramzan hai
jab jism ka roza hai to phir rooh ka bhi roza ho
jab jism hai pak hamara to rooh bhi pakeeza ho
sunnat nabwi ( s ) par chalna
door gunaaho se rehna
momin ki pehchan hai
yeh roohِ e Ramzan hai
yeh roohِ e Ramzan hai
yeh roohِ e Ramzan hai
yeh roohِ e Ramzan hai
hum ko auqaat se barhky to ny diya
hum gunahgaar they par to deta raha
rizaq aulaad shohrat wafa bakhash di
janbashyِ lab se pehlay dُua bakhash di
aaj dil se nikalti yeh aawaz hai
hum ko lagta hai to hum se naraaz hai
apni masti mein ghaflat mein hum sogye
teri rehmat ke darwazay band hogaye
kitni lachaar be-bas yeh duniya hai aaj
teri rehmat hai har aik gham ka ilaaj
to hai rehman rehmat to karde ataa
jo bhi bemaar hain unn ko day de Shifa
vaastaa panjtan ka hai to maan ja
bakish day mere maula to sab ki khata
farhan o Mazhar ki dُua
raazi rahay hum sab se khuda
yeh dil ka armaan hai
yeh roohِ e Ramzan hai
yeh roohِ e Ramzan hai
yeh roohِ e Ramzan hai
yeh roohِ e Ramzan hai
Comment