DUA – Karam Mangta Hoon | Alhaaj Muhammad Owais Raza Qadri | Video 2016

 

Karam Mangta Hoon, Attaa Mangta Houn
Ilaahi Main Tujh se Dua Mangta Houn
 
Ataa Kar Tu Shaan-e-Kareemi Ka Sadqa
Aata Kar Dey Shaan e Rareemi Ka Sadqa
Na Maangon Ga Tujh se Tu Mangoon Ga Kis Sey
Tera Houn Main Tujhse Duaa Mangta Hoon
 
Karam Mangta Hoon, Attaa Mangta Houn
Ilaahi Main Tujh se Dua Mangta Houn
 
Jo Muflis Hain un ko Tu Daulat Ata Kar
Jo Bemar Hain un ko Sehat Ataa Kar
Jo Muflis Hain Unko Tu Daulat Ataa Kar
Jo Beemar Hain Unko Sehat Ataa Kar
 
Karam Mangta Hoon, Attaa Mangta Houn
Ilaahi Main Tujh se Dua Mangta Houn
 
Mareezon ki Khatir shifaa mangta Hoon
Ilaahi Main Tujh se Dua Mangta Houn
Karam Mangta Hoon, Attaa Mangta Houn
Ilaahi Main Tujh se Dua Mangta Houn
 
Karam Mangta Hoon, Attaa Mangta Houn
Ilaahi Main Tujh se Dua Mangta Houn
 
Meri jo bhen kanwari hai Muala
Usay naik rishta atta ker de Muala
Mai sadqa e Zahira Sada mangataa houn
Ilaahi Main Tujh se Dua Mangta Houn
 
Karam Mangta Hoon, Attaa Mangta Houn
Ilaahi Main Tujh se Dua Mangta Houn
 
Jo Naadar Hain Kuch Nahin Jin key Pallay
Unhen Bhi Dikha Dey Haram ke Tu Jalway
Hazoori Ho Sab ki Duaa Mangta Houn
Ilaahi Main Tujh se Dua Mangta Houn
 
Karam Mangta Hoon, Attaa Mangta Houn
Ilaahi Main Tujh se Dua Mangta Houn
 
Woh Tankey Bharaktay Shararey Bhuja Dey
Isey phir akhuwat ka gulshan bana de
Main aman o amman ki rida mangta houn
Ilaahi Main Tujh se Dua Mangta Houn
 
Karam Mangta Hoon, Attaa Mangta Houn
Ilaahi Main Tujh se Dua Mangta Houn
 
Ilaahi Tujhe Wastaa Panjtan Ka
Ho Shaadab Ghuncha Dilon Key Chaman Ka
Main Sadqa e Ghaus ul Wara Mangta Hoon
Ilaahi Main Tujh se Dua Mangta Houn
 
Karam Mangta Hoon, Attaa Mangta Houn
Ilaahi Main Tujh se Dua Mangta Houn

Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *