Bulbul Tooti Parwana Har ek Us ka Deewana | Muhammad Owais Raza Qadri | 2017

 

Bulbul tuti parwana har eik uska diwana
Qumri kiska mastana kaun chakure ka janana

Maula dil ka zung churda qalb e NOORIE paae jila
Dil ko karde aaina jismey chamke ye kalma

Juz mai woh hai kull mai woh rungo booe gul mai woh
Afghane bulbul mai woh nahmate qul qul mai woh

Laa mujooda ilallah Laa mashooda ilallah
Laa maqsooda ilallah Laa Mabooda ilallah

Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu

la ilaha illallah muhammadur rasulullah

Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *