haidariyam qalandaram mastam..(2)
banda e murtaza ali hastam..(2)
peshwa e tamaam rindanam..(2)
ke sage tue shehr e yazdanam
dum dum sakhi sardaar qalandar mahaan
ali ali ali
mere murshid mere sardaar qalandar saaee’n..(2)
ho karam..(2)
ho karam humpe fir ek baar qalandar saaee’n
ali ali ali ali, ali ali ali ali..(2)
mere murshid mere sardaar qalandar saaee’n
ali ali ali ali, ali ali ali ali..(2)
1. Sindh walo ye tumhe chain se sona hai naseeb
shehr e sewan mein hai bedaar..(2), qalandar saee’n
ali ali ali ali, ali ali ali ali..(2)
mere murshid mere sardaar qalandar saaee’n
ali ali ali ali, ali ali ali ali..(2)
2. Tune lehra diya ghar ghar pe alam ghazi ke..(2)
tujhse raazi hai alamdaar..(2), qalandar saee’n
ali ali ali ali, ali ali ali ali..(2)
mere murshid mere sardaar qalandar saaee’n
ali ali ali ali, ali ali ali ali..(2)
3. Mera dil kehta hai shabbir bulate honge..(2)
laal kehkar tumhe har baar..(2), qalandar saee’n
ali ali ali ali, ali ali ali ali..(2)
4. Gunjta rehta hai har waqt tere roze par..(2)
naraa e , naraa e haidere qarrar, qalandar saee’n
ali ali ali ali, ali ali ali ali..(2)
5. Hai yaee lashkar e mehdi mein bhi hogi maujood..(2)
aapke naam ki talwaar..(2), qalandar saee’n
ali ali ali ali, ali ali ali ali..(2)
6. In dhamako ki dhamak se nahi darne wale..(2)
tere darbaar ke zawwaar..(2), qalandar saee’n
ghusle mayyat na kehna mere ghusl ko
ujle malboos ko mat kafan naam do
mai chala hu.. mai chala hu ali se mulaqaat ko
jiski thi aarzoo wo ghadi aa gayi
ali ali ali ali, ali ali ali ali..(2)
mere murshid mere sardaar qalandar saaee’n
ali ali ali ali, ali ali ali ali..(2)
7. Wo takallum ke tarha daalega masti mein dhamaal..(2)
jo tujhe dekh le ek baar..(2), qalandar saee’n
ali ali ali ali, ali ali ali ali..(2)
Comment