Mir Hasan Mir | Allah o Akbar Ya Ali Manqabat | 2018

 

Ali…Ali Ali (2)
Ya Ali o Ya Ali o Ya Ali (4)
 
Shah-e-Marda’n Sher-e-Yazda’n Quwat-e-Parwardigar ..(2)
Lafata Ila Ali La Saif Ila Zulfiqar
 
Manqabat Padta Hain Teri..(2) Rab e Akbar Ya Ali
Ya Ali Ya Ali Allah o Akbar Ya Ali
Allah o Akbar Ya Ali..(3)
 
Teri Tokar Mein Fanaa Hain, Teri Tokar Mein bakaa..(2)
Murda Kar Deti Hain Zinda..(2) Teri Tokar Ya Ali
Allah o Akbar Ya Ali
Allah o Akbar Ya Ali..(4)
 
Konsi Neamat Nahi Bete Ke Dastar khwan Par..(2)
Khud Gujara Jawn Ki Sukhi..(2) Roti o Par Ya Ali
Allah o Akbar Ya Ali
Allah o Akbar Ya Ali..(4)
 
Jannate Apni Banaakar Bechta Hai Shehar Mein..(2)
Yeh Hai Tere aathave(eighth)..(2) Darje Ka Nokar Ya Ali
Allah o Akbar Ya Ali
Allah o Akbar Ya Ali..(4)
 
Han Do Sagi Behno Ki Tarha Fatemah(s.a.) Aur Zulfiqar..(2)
Baat Karti Hai Tere..(2) Bare Main Akshar Ya Ali
Allah o Akbar Ya Ali
Allah o Akbar Ya Ali..(4)
 
Mard Bhi Diwar Shaq Dekhe Toh Hat Jaye Magar
Aage Badti Ja rahi Hai..(2) Teri Madar Ya Ali
Allah o Akbar Ya Ali
Allah o Akbar Ya Ali..(4)
 
Dekh Kar Abbas Ko Siffin Main Ladta Huva..(2)
Khud Ali (a.s.) Kehne Lage..(2) Allah o Akbar Ya Ali
Allah o Akbar Ya Ali
Allah o Akbar Ya Ali..(4)
 
Sirf Aadam Hi Nahi Har Aadmi Ka Tha Wajood..(2)
Khak Thi Jo Aap Ki..(2) Mutthi Ke Andar Ya Ali
Allah o Akbar Ya Ali
Allah o Akbar Ya Ali..(4)
 
Nazrake Alam Mein Yeh Zarra Nawazi Sukriya
Tum Takallum Ke Liye..(2) Khud Aaye Chal Kar Ya Ali
Allah o Akbar Ya Ali
Allah o Akbar Ya Ali..(4)

Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *