JEETAY HAIN KAISAY SUB KO BATAYA HUSSAIN (a.s) NAY | ALI SAFDAR | MANQABAT LYRICS | 2020

 

Jeetay Hain Kaisay Sub Ko Bataya Hussain (a.s) Nay x2

Labaik ya hussain (a.s) sikhaya hussain (a.s) nay

Jeetay Hain Kaisay Sub Ko Bataya Hussain (a.s) Nay

Kiya han hussain (a.s) ab ya khuda hi bataya ga x2

Kiya han khuda ya sub ko bataya hussain (a.s) nay

Jeetay Hain Kaisay Sub Ko Bataya Hussain (a.s) Nay

Har Qoom ko hussain (a.s)  na bakhshah han husla x2

Dhakha nahi ha apna parya hussain (a.s) nay

Jeetay Hain Kaisay Sub Ko Bataya Hussain (a.s) Nay

Aye na majjliso ka tabarok ma kuch kami x2

Khana mayeshtoo ko khlaya hussain (a.s) nay

Jeetay Hain Kaisay Sub Ko Bataya Hussain (a.s) Nay

Hona dia na din ma shamil yazeed ko x2

Har dor kay nabi ko bachya hussain (a.s) nay

 Jeetay Hain Kaisay Sub Ko Bataya Hussain (a.s) Nay

Rizqa hallal shart ha nusrat ka wasta x2

Maqtal ma bar bar bataya hussain (a.s) nay

Jeetay Hain Kaisay Sub Ko Bataya Hussain (a.s) Nay

Mehfil han istkhaya sabir (a.s) ka jawab x2

Vo agya han jis ko bolaya hussain (a.s) nay

Jeetay Hain Kaisay Sub Ko Bataya Hussain (a.s) Nay

Ya mojza ha raat ka bhojta charag ka x2

Har zahan ma charag jalaya hussain (a.s) nay

Jeetay Hain Kaisay Sub Ko Bataya Hussain (a.s) Nay

Panja pay jab alam ka rhaka hath uo laga x2

Jasa ka moj sa hath milya hussain (a.s) nay

Jeetay Hain Kaisay Sub Ko Bataya Hussain (a.s) Nay

Safdar kamar ya nazz ha im-u-lbanin (a.s) ko x2

Jhola mara bissar ka jholaya hussain (a.s) nay

Jeetay Hain Kaisay Sub Ko Bataya Hussain (a.s) Nay

 

Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *