Imam e Zamana Ajf Manqabat 2019 – Ali Safdar 2019/1440

 

 

 

Arooj aj Imam e zama as ki baat chalay x2

Ali as ki baat chalay Mustafa SAW ki baat chalay

Maray Imam zama as ki shaksiyat wo hai

bayan karon to musalsal khuda ki baat chalay

 

Arooj aj……

 

 

 

NABI SAW wo alye NABI ne ajab taluq hai

kisi ki baat karo MUSTAFA SAW ki baat chalay

 

Arooj aj……

 

 

 

 

Inhi ke zikar say hoti hai dil ko ye farhad

ke jaisy habas me thandi hawa ki baat chalay

 

Arooj aj……

 

 

 

 

Suna hai gardees e toraa ne sar uthya ha

kaho zamne say mushkil khusha ki bat chaly

 

Arooj aj……

 

 

 

 

 

Darye imam e zama as hai arooj mang mang arooj

safi ka dar hai yahan hal ata baat chaly

 

Arooj aj Imam e zama as ki baat chalay

Ali as ki baat chalay Mustafa SAW ki baat chalay

Arooj aj Imam e zama as ki baat chalay

Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *