Ek hi sada par aajaatay hain meri imdad
ko chacha Aise hain mere pyare chacha
Ek hi sada par aajaatay hain meri imdad ko
chacha Aise hain mere pyare chacha
Ai bachchon ye dariya ka pahra khulega
Tum ummid mat chhoro Pani milega
Mitayenge tashna dahani chacha ja’n Abhi leke ayenge
Pani chacha ja’n Mashkeeza lekar, suye furat,
jataaaay hain ab, mere chacha Ai bachchon hain
sukhay huye jinke kuze Abhi Chand lamhon mein
sare bharenge Khushi ki laher ayk khaimon men hogi
Yahan mitne Wali hai ab pyas sabki Sabko pilaye-ga khud Pani apne,
haaaathon se, saqqa Mera Agar ran ki den mere Baba
ijazat To ajaye dashte Bala men Qayamat Saro ke liye
Jism aada ke tarse Sare karbala aj bas khoon barse Koofe ki,
deewaron se, takraaaaye ye, fauje jafa Ai bachchon
Dua mango waqte Dua hai Laeino ka dariya pe pahra Laga hai
Wo nau lakh ki fauj ran men khadi hai Hai maloom mujhko
ye mushkil ghadi hai Lekin mere,
Ammu ja’n se, Lashkar hai Sara,
sahma hua Adu ko karenge sada zer Ammu Ke
Shere ilahi ke hain Sher Ammu Hain meelo chacha ja’n
ki haibat ke charche Bashar kya h khud maut darti h in
se Ghaiz men gar, dekhein chacha ja’n,
jal jaeeyegi ye alqama Ai bachchon ye Wada
Raha Mera Tum se Sabhi aj Pani se sairab
honge Rehayi milegi tumhe qaide gham
se Ye sukhe huye honth nam phir se honge
Puri karenge, mere chacha ja’n, ajjjj tumhare,
lab ki dua Achanak se ummid sab tooti haye
Ke Ghazi ke bazu bureeda bhi aye Barhegi Abhi
aur tashna dahani Karenge ye bachche faqat Pani
pani Ran mien Hilal aur-mahum phir bhi, lab pe sakina, ke thi sada
Comment