Hussain…
Sooz e dilam, ka’ba e mann, karbobalai
na mikhwaham, jahanam
Hussain, hussain
Na mikhwaham..(3)
sada bezan… sada bezann
na mikhwaham ee jahaan sada bezan
sada bezan… sada bezann
na mikhwaham ee jahaan sada bezan
Dil ke arbab mere
kab mujhe izn mile
jald bulwa le mujhe
sada bezan… sada bezann
na mikhwaham ee jahaan sada bezan
Sooz e dilam, ka’ba e mann, karbobalai..(2)
Ya hussain….
Aye mere dard ke mehram maula
door hai tujhse ye beemar tera..(2)
dil ye seene me na reh payega
jald bulwa le mujhe karbobala
sada bezan… sada bezann
na mikhwaham ee jahaan sada bezan
Allah humma arzuqna ziyaratal hussain
Ya hussain
Arbaeen ho ke wo ho ashura
ek sailaab azadaro ka
shukr ka karta hai tujhko sajda
Hussain, hussain..(2)
Aye khuda,
Ma ke dil na darum
magar ma ke dil na darum aye khuda
un croro mein bus ek mai hi nahi..(2)
soch kar phat-ta hai dil ye mera
sada bezan… sada bezann
na mikhwaham ee jahaan sada bezan
Sun le armaan mere
koi tadbeer bane
tera deedaar mile
sada bezan… sada bezann
na mikhwaham ee jahaan sada bezan
Sooz e dilam, ka’ba e mann, karbobalai..(2)
Ya hussain….
Khadim e za’ereen ke sadqe
sooz e shahbaaz e qalandar dede..(2)
yehi nauha hi areeza hai mera
ab to darvaish ko didaar mile
sada bezan… sada bezann
na mikhwaham ee jahaan sada bezan
Chahe kuch bhi na bache
karbala dil mein rahe
jab talak saans chale
sada bezan… sada bezann
na mikhwaham ee jahaan sada bezan
Hussain, hussain..(2)
Hussain hussain hussain
Comment