Lashkary sahib e zaman as
aamaday baash
Lashkary sahib e zaman as
ana man siba sahiby zama as
Lashkary sahib e zaman as
saaj gaya karbola or saj gaya haq ka maidan
rah e haq pay dat jao or haq pay maro apni jan
ye hussainiyat ki pahchan
aamaday baash
Lashkary sahib e zaman as
parda e ghabat me Mola muntazir ha uth jao
ban ke nasir apny mola ke jahan ko dikhlao
wo shahadat karwah
aamaday baash
Lashkary sahib e zaman as
har taraf gumrahiyan han or shaey andaziyan
deen shabeer ghira ha aj in ke darmiyan
tm jo umeed e jahan
aamaday baash
Lashkary sahib e zaman as
masjid o mahrab o mimber ki hifazat faraz ha
all ki qurbaniyo ka momeno ye faraz ha
ye ada wo daikhy ga
aamaday baash
Lashkary sahib e zaman as
name lay kar jo wilayat ka kary fitna bapa
in ko samjhye ke mola ki nai is me riza
ye munafiq ki pahcan
aamaday baash
Lashkary sahib e zaman as
khali batain nary bazi chor do rasmo riwaj
ba amal jetaa momin ki talab mola ko bar
ho raha hai ye alain
aamaday baash
Lashkary sahib e zaman as
rahbar e deen sy adawat asal me rahye yazeed
ye nahi momin ka shaway sochye ye b
jo rakhye nasal e sufyan
aamaday baash
Lashkary sahib e zaman as
ho nai sakti faqat lafzo say pori arzoo
jab tk ho na muodat marfat ki justajo
sakht hai ye imtehan
aamaday baash
Lashkary sahib e zaman as
ye azadari ha badari ha insan k liye
maqsade shabir ha maa ki pahchan ke liye
tm jo is k passban
aamaday baash
Lashkary sahib e zaman as
dar nahi ali deep koi mout ha apni buqa
surkhuro hum hon moola ke samny bas ye dua
hans ke ye ly gy ye name
aamaday baash
Lashkary sahib e zaman as
Comment