Hassan Sadiq | Khaab-e-Ibrahim | 2008

 

(Haay Hussaina) x4

(Khaab-e-ibrahim ki tabeer di shabbir ne) x2

(Ibteda bhai ne ki aur inteha hamsheer ne) x2

Khaab-e-ibrahim ki tabeer di shabbir ne

(Ibteda bhai ne ki aur inteha hamsheer ne) x2

(Ankhon se patti hata kar dekhlijiye ya khaleel) x2

(Seenae Akbar se barchi khenchli Shabbir ne) x2

(Ibteda bhai ne ki aur inteha hamsheer ne) x2

Khaab-e-ibrahim ki tabeer di shabbir ne

(Ibteda bhai ne ki aur inteha hamsheer ne) x2

(Kis tarah bhulegi madar haaye woh atthara saal) x2

(Hasrate puri na karne di jise taqdeer ne) x2

(Ibteda bhai ne ki aur inteha hamsheer ne) x2

Khaab-e-ibrahim ki tabeer di shabbir ne

(Ibteda bhai ne ki aur inteha hamsheer ne) x2

(Haaye woh shame ghareeban baad qatl-e-shah-e-deen) x2

(Raat bhar pehre diye the zainabe dilgeer ne) x2

(Ibteda bhai ne ki aur inteha hamsheer ne) x2

Khaab-e-ibrahim ki tabeer di shabbir ne

(Ibteda bhai ne ki aur inteha hamsheer ne) x2

(Deen ko “irfan” zinda is tarah sheh ne kiya) x2

(Ghar lutaya sar kataya ibne khaibar geer ne) x2

(Ibteda bhai ne ki aur inteha hamsheer ne) x2

Khaab-e-ibrahim ki tabeer di shabbir ne

 

Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *