Hasan Sadiq | Haye Zainab Ro Rahi Karbala Khamosh Hai | 2002

 

Haaye Zainab

(Haay Hussain, Haay haay Hussain) x3

(Haaye Zainab rorahee hai, Karbela khamosh hai) x 3

1. (Jal gaye hai, sare khayme) x2

Al-kamaa khamosh hai

Haaye Zainab rorahee hai, Karbela khamosh hai) x2

2. (Chin gayi sar se hai chadar,

Kya kare binte ali) x2

(Us taraf darya kanare) x2

Ba waffa khamosh hai

Haaye Zainab rorahee hai, Karbela khamosh hai) x2

3. (Agayi shame ghariba,

Ho gayi kaydi haram) x2

(Aab le paawoo ke rowe) x2

raasta khamosh hai

Haaye Zainab rorahee hai, Karbela khamosh hai) x2

4. (Ab kaha zainab ko chain,

Aayenga akber ke bagair) x2

(kha ke barchi akbare) x2

Gulbul ka baa khamosh hai

Haaye Zainab rorahee hai, Karbela khamosh hai) x2

5. (Kaise guzrengi rasan,

Ab kya kare maktal bahan) x2

(be kafan bhayi hai ran mai) x2

be rida khamosh hai

Haaye Zainab rorahee hai, Karbela khamosh hai) x2

6. (Rukchuki Zainab bhare,

gar ko sare karbobela) x2

Karbobala se shame tak) x2

Sare fazaa khamosh hai

Haaye Zainab rorahee hai, Karbela khamosh hai) x2

7. (Jal gaye hai, sare khayme) x2

Al-kamaa khamosh hai

 

Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *