Ali Shanawar & Ali Jee | Abbas Na Lautey | 2018 / 1440

Abbas Na Lautey Abbas Na Lautey
Maqtal Ki Zameen Bhaa Gai, Abbas Na Lautey
Sheh Aa Gaye, Mashk Aa Gai, Abbas Na Lautey

Shah Aa Gaye, Mashk Aa Gai, Abbas Na Lautey

Hurr Aa Raha Hai Akbar Lyrics Mir Hasan Mir Noha

Is Shan Sy Maqtal Ko Sidhara Tha Alamdar
Ahdaa Ki Nazar Kha Gai, Abbas Na Lautey
Sheh Aa Gaye, Mashk Aa Gai, Abbas Na Lautey
Sheh Aa Gaye, Mashk Aa Gai, Abbas Na Lautey

Behta Hua Kanon Sy Lahoo Sookhy Huye Labb
Dikhlany Sakina Gai, Abbas Na Lautey
Sheh Aa Gaye, Mashk Aa Gai, Abbas Na Lautey
Sheh Aa Gaye, Mashk Aa Gai, Abbas Na Lautey

Deti Rahi Aawaz Pa Awaz Sakina
Akhir Ko Qazaa Kha Gai, Abbas Na Lautey
Sheh Aa Gaye, Mashk Aa Gai, Abbas Na Lautey
Sheh Aa Gaye, Mashk Aa Gai, Abbas Na Lautey

Kya Janiye Kiun Rooth Gaye Kehti Thi Zainab
Rukhsat Ki Gharhi Aa Gai, Abbas Na Lautey
Sheh Aa Gaye, Mashk Aa Gai, Abbas Na Lautey
Sheh Aa Gaye, Mashk Aa Gai, Abbas Na Lautey

Pani Ky Liye Mashk O Alam Ly Ky Gaye Thy
Din Dhal gya, Raat aa gai, Abbas na lautey
Sheh Aa Gaye, Mashk Aa Gai, Abbas Na Lautey
Sheh Aa Gaye, Mashk Aa Gai, Abbas Na Lautey

khaimon mein lagi aag to Ammoon ko bulany
masoom Sakina gai, Abbas na lautey
Sheh Aa Gaye, Mashk Aa Gai, Abbas Na Lautey
Sheh Aa Gaye, Mashk Aa Gai, Abbas Na Lautey

maqtal ki zameen bhaa gai, Abbas na lautey
Sheh aa gaye, Mashk aa gai, Abbas na lautey
Abbas na lautey, Abbas na lautey

Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *