Ap say wada hai ye khoon shaheda ki kasam
raiga janay na dain gy maqsad e qurbani hum
Labbaik Ya Hussain as x3
sar na koho na dain gay parcham e abbas as ko
ek aza khana bana dy gy ye dil e hasas ko
hai zahoor e mahndi as dooray khud apny khoon say
Labbaik Ya Hussain as x3
jab bhe uthy ga kahi per batil ki baiyt ka sawal
ahlay haq kar day gy zalim ke liye jeena muhal
yaad rakhy ga zamana jis ko roz e hasahar tak
Labbaik Ya Hussain as x3
yaad hai wo rozy ashura shahy deen ka khetab
wo sambhaly asghr as ko or qatil ko jawab
bhool skti hi nai ahly haram ki bay basi
Labbaik Ya Hussain as x3
nooky naiza par jonhi daikha sar e shahy ana
syeda e sajjad as ke honto pay aya ye kalam
aslamo koshtahy taray jafa mola hussain as
Labbaik Ya Hussain as x3
haye wo sham e ghareeba wo hojoomy bekasi
lut rahy thy jal rahy thy khamy e ale nabi saw
karbala ke dast me tha ek mahshar tha bapa
Labbaik Ya Hussain as x3
uth raha tha jab khiyamy ale athar say dhuyan
ek bachi thi akali janib e maqtal rawah
na gawah sarburida lash say ai sada
Labbaik Ya Hussain as x3
parcham e abbas as ke saye me hum ahly aza
ta qiyamat kam na hony dy gy toqeer e wafa
ku na dakhy mout ki ankho me ankhy daal kar
Labbaik Ya Hussain as x3
Comment