Is karam ka karoon shukar kaise ada | Hafiz Ahmed Raza Qadri | New Ramzan Naat 2019

 

Huwal Habibul Ladhi Turja Shafa’Atuhu
Huwal Habibul Ladhi Turja Shafa’Atuhu
Likulli Hawlin Minal Ahwali Muqtahami

Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada
Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada
Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada
Jo Karam Mujh Pe Mere Nabi Ker Dia

Mein Sajata Tha Sarkaar Ki Mehfilein
Mujh Ko Her Gham Se Rub Ne Bari Ker Dia
Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada
Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada

Jab Lia Naam E Nabi Mein Ne Dua Se Pehle
Jab Lia Naam E Nabi Mein Ne Dua Se Pehle
Ho Gayi Mujh Pe Ata Meri Khata Se Pehle
Zikr E Sirkaar Ki Hein Bari Barkatein
Mil Gayeen Raahatein, Azmatein, Rufatein
Mil Gayeen Raahatein, Azmatein, Rufatein

Mein Gunaahgaar Tha Beamal Tha Magar
Mustafa Ne Mujhe Jannati Ker Dia
Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada
Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada

Gham E Aashqi Se Pehle Mujhe Kaun Janta Tha
Gham E Aashqi Se Pehle Mujhe Kaun Janta Tha
Gham E Aashqi Se Pehle Mujhe Kaun Janta Tha

Pehle Mujhe Kaun Janta Tha, Pehle Mujhe Kaun Janta Tha
Pehle Mujhe Kaun Janta Tha, Pehle Mujhe Kaun Janta Tha

Mohabbat E Mustafa Se Pehle
Mein Kuch Nahi Tha Mein Kuch Nahi Tha
Karam Ki Is Intiha Se Pehle
Mein Kuch Nahi Tha Mein Kuch Nahi Tha

Pehle Mujhe Kaun Janta Tha, Pehle Mujhe Kaun Janta Tha
Pehle Mujhe Kaun Janta Tha, Pehle Mujhe Kaun Janta Tha

Gham E Aashqi Se Pehle Mujhe Kaun Janta Tha
Teri Zaat Ne Bana Di Meri Zindagi Fasana
Mein Shukr Kaise Ada
Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada

Bun Gayi Baat Unka Karam Ho Gaya
Bun Gayi Baat Unka Karam Ho Gaya
Unka Karam Ho Gaya, Unka Karam Ho Gaya
Unka Karam Ho Gaya, Unka Karam Ho Gaya
Bun Gayi Baat Unka Karam Ho Gaya

Tere Karam Ka Tassaduq Teri Ata Ke Nisaar
Mein Kia Tha Aur Mujhe Kia Bana Dia Tu Ne

Pehle Mujhe Kaun Janta Tha, Pehle Mujhe Kaun Janta Tha
Gham E Aashqi Se Pehle Mujhay Kaun Janta Tha
Shaakh E Nasal E Tamanna Hari Ho Gayi
Mere Lub Pe Mohammad Ka Naam Aa Gaya
Baithe Baithe Meri Haazri Ho Gayi
Mein Shukr Kaise Ada

Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada
Jo Karam Mujh Pe Mere Nabi Ker Dia
Mein Sajata Tha Sarkaar Ki Mehfilein
Mujh Ko Her Gham Se Rub Ne Bari Ker Dia
Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada
Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada

Jo Dar E Mustafa K Gada Ho Gaye
Daikhte Daikhte Kia Se Kia Ho Gaye
Daikhte Daikhte Kia Se Kia Ho Gaye
Jo Dar E Mustafa K Gada Ho Gaye
Daikhte Daikhte Kia Se Kia Ho Gaye
Jo Dar E Mustafa K Gada Ho Gaye
Daikhte Daikhte Kia Se Kia Ho Gaye

Aise Chasm E Karam Ki Hein Sirkaar Ne
Aise Chasm E Karam Ki Hein Sirkaar Ne
Dono Aalam Ne Un Ko Ghani Ker Dia
Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada
Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada

Jo Karam Mujh Pe Mere Nabi Ker Dia
Mein Sajata Tha Sarkaar Ki Mehfilein
Mujh Ko Her Gham Se Rub Ne Bari Ker Dia
Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada
Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada

Lamha Lamha Hai Mujh Per Nabi Ki Ata
Lamha Lamha Hai Mujh Per Nabi Ki Ata
Doston Mein Aur Mangoon Maula Se Kya
Doston Mein Aur Mangoon Maula Se Kya

Kia Yeh Kam Hai K Mere Khuda Ne Mujhe
Kia Yeh Kam Hai K Mere Khuda Ne Mujhe
Apne Mehboob Ka Ummati Ker Dia
Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada
Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada

Kya hai rutba mere sahaba ka
Kya hai Shaan mere sahaba ki
Jiski ek deed ko tarste hai nain mere
Wo Nabi hai jaan sahaba ki

Jo bhi aaya hai mahfil me srkaar ki
Haazri milgai usko drbaar ki
Haazri milgai usko drbaar ki
Koi siddiq farooq usman huye
Koi siddiq farooq usman huye
Aur kisi ko Nabi ne Ali kr diya

Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada
Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada

Koi Mayoos Lauta Na Dirbaar Se
Jo Bhi Manga Mila Mere Sirkar Se
Saqde Jaoon Niyaazena Lajpaal Ke
Saqde Jaoon Niyaazena Lajpaal Ke
Her Gada Ko Sakhi Ne Sakhi Ker Dia

Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada
Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada
Jo Karam Mujh Pe Mere Nabi Ker Dia
Mein Sajata Tha Sarkaar Ki Mehfilein
Mujh Ko Her Gham Se Rub Ne Bari Ker Dia

Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada
Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada

Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *