Balaghal Ula B Kamalehi | Muhammad Owais Raza Qadri | 2018

 

Sare la makan se talab hui sue muntaha wo chale nabi
Sue Muntaha wo chale NABI (Sallahu Alaihi Wa Sallam)

Suhani raat thi
Aur pur sukoon zamana tha

Asar me dooba hua
Jazbe aashiqana tha

Unhen to arsh pr mehboob ko bulana tha
Talab thi deed ki meraj ka bahana tha

Sare la makan se talab hui
Sue muntaha wo chale nabi

Yeh kamal e husn ka mojza,
Ke firaaq o haq bhi na seh saka.

Sir e la makan se talab huwi
Sue e muntaha woh chalay Nabi

Sar zukh rukh aage barha wo noor
Wahan noor noor hisar e noor

Na makan zaman na jehat yahan
Gye uth wo sare hijab e noor

Koi had hai unkay urooj key, balaghal ula be kamalehi
Sir e la’makaan se talab huyee, koi had hai unke urooj ki

Khair ul Wara, Sadr ud Duqa, Najm ul Huda, Noor ul Ula
Shams ud Duha, Badr ud Duja, Ya’ani Mohammad Mustafa

Aaqa rawa salare deen, Ya Rehmat Al Lil Aala Meen
Aa muqtuda e mursaleen, aa peshwa e ambiya

Jannat nishan e qoouet to, wash shams eeman ro e to
Wallail wasf e loe to, khubi ye ruyat badduha

Is mein to is mein aazmi, jis main to jaan e alami
Zaat e to fakhr e aadmi, shaan e to shaan e kibriya

Jo gaya hai farsh say arsh tak, woh burak to lay gaya bedharak
Tabaqay zameen waraq e falaq, gaye neeche paaon say pursarak

Latein zulf key jo gayi latak, to jahan sara gaya mehak
Hoye must bulbulay is qadar, to yeh ghunche bole chatak chatak

Gaye ghar say charh kay burraq per
Shab e wasl rukh say howi sahar

Yeh safar tha khoob se khoobtar
Yeh he tha her ik ki zaban per

Yeh hi ibtida yeh hee intiha, yeh farogh jalwa e haq numa
Ke jahaan sara chamak utha, kasha fad duja bejamalehi

Rukh e mustafa ki yeh roshni, yeh tajallion ki hama hami
ke her ik cheez chamak uthi, Kasha’fad dujaa bijamaalihi

Na falak, na chand tare, na saher, na raat hoti
Na tera jamal hota, na yeh kainaat hoti

Woh sarapa rehmat e kibriya, ke her ik pay jis ka karam howa
Yeh Quran e paak hai barmala, hasonat jamiyo khisalehi

Yeh kamal e haq e muhammadi, key her ik pe chashm e karam rahi
Sir e hashar nara e ummati, Hasunat jami’u khisaalihi

Wohi haqnigar wohi haqnuma, rukh e mustafa hai wo aaina
Ke Khuda e Paak nay khud kaha, Sallu ‘aleyhi wa aalihi

Che kunam bayane kamaleo, balaghal ula be kamalehi
Che farogh karda jamaleho, Kasha fad dujaa bijamaalihi
mun hairatamza khisaleho, Hasunat jami’u khisaalihi
dil o jaan e maba khayaleho, Sallu ‘aleyhi wa aalihi

Aie mazhar e noor e Khuda, balaghal ula be kamalehi
Maula Ali mushkil kusha, Kasha faduja bijamaalihi
Hasnain jaan e fatima, Hasunat jami’u khisaalihi
Yani Mohammad Mustafa, Sallu ‘aleyhi wa aalihi

Wo barhe chale hua kis tarah
Koi jane kese bhala zara
Ye wisal e raz o niyaz h
Wohi janen jinka h mamla

Isi guftgu me hmara naam
Kahan hum kahan hume wo salaam
Mere Aaqa humko na bhule tab
Sar e hashr maafi unhi ka kaam

balaghal ula be kamalehi
ka-sha-fadojabe jamalehi
hasonat jamiao khisalehi
Sallu ‘aleyhi wa aalihi

Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *