Buchpan se hi sarkar ke tukron pe pala hun
Ma shah e Madinah Ke Gadaon Ka Gada Hun
Her Aan Taswer Ma Huzoori Ke Maza Han
Goya ka Ma Gunbad Ke Tala Naat Saraa Hun
Buchpan se hi sarkar ke tukron pe pala hun
Ma shah e Madinah Ke Gadaon Ka Gada Hun
Nazan He Mera Bukht pe Shahane Zamana
Qasa liye Dehleez e Payamber Pe Khara Hun
Buchpan se hi sarkar ke tukron pe pala hun
Ma shah e Madinah Ke Gadaon Ka Gada Hun
Hr Rooz Sujhate Han Nae Naat Ke Ashear
Herat Se Ma Un Ka Ye Karam Dikh Raha Hun
Buchpan se hi sarkar ke tukron pe pala hun
Ma shah e Madinah Ke Gadaon Ka Gada Hun
Ha Naaz Muja Nisbat e Hassan Peh Nazish
Wo Naat Ka Suraj Ha Me Chota Sa Diya Hun
Buchpan se hi sarkar ke tukron pe pala hun
Ma shah e Madinah Ke Gadaon Ka Gada Hun
Comment