Maula Ali | Hafiz Tahir Qadri | New Manqabat | 2018

Shahe marda … shere yazda… kuwate parwar digaar…..
Shahe marda … shere yazda… kuwate parwar digaar…..

Maidan me aagai hoto phir khul ke baat hoo…
Mai to ali ke saat hoon tum kiske saat hoo…

Haidare maula ali ali…. ali ali maula….

Panj nara panjatan sa.. lakh nara ali haidari……

Haidare maula ali ali…. ali ali maula….

ll Al-fata illa ali.. hai shirf illah.. sufi ka..ll 

Naame ali jo aagaya meri zabaan par….
Jibraeel mush-kurane lage aashmaan par….
Munkir ki kya majal mere ghar me aasake..
Naame ali jo likha hai mere makaan par….

Haidare maula ali ali…. ali ali maula….

Meri jaan ali…      Haidar…..
Imaan ali……         Haidar…..
Pahechan ali….      Haidar…..
Hai meri shan ali.. Haidar…..

Beshak ali nabi ke gharane ki laaj hai…
Mushkil khusha hai fatima ke saka taaj hai…
Wo abru-e-risalat maab hai..
Allah ke habib ha wo inteqaab hai…
Pyare nabi ne chunkae inhe kaenaat me..
Beti ka haat dediya hydar ke haat me…

Haidare maula ali ali…. ali ali maula….

ll Al-fata illa ali.. hai shirf illah.. sufi ka..ll 

Ali.. Imame… malashto malam….Gulame ali…
Har zare.. jane girami fida.. wa naame ali….

Haidare maula ali ali…. ali ali maula….

Unki koi misal na koi jawab hai…
Maula-e-kainaat ali ka khitaab hai…
Iss waste lakab tera maula ali hua …
Jis par nigah daldi wo bhi wali hua…

Haidare maula ali ali…. ali ali maula….

Ali ka ishq mukaddar sawar deta hai..
Ali gufz to chahera bigard deta hai…
Ali ke zikr ko adna na samajh ae munkir..
Ali ek haat se khaibar okhard deta hai….

Haidare maula ali ali…. ali ali maula….

ll Al-fata illa ali.. hai shirf illah.. sufi ka..ll 

Kaisa nasib dekhiye maula ali ka hai…
Ankhe khuli to samne chahera nabi ka hai..
Ek naam char yaroon me shere khuda ka hai…
Ek naam panjatan me bhi mushkil kusha ka hai…

Haidare maula ali ali…. ali ali maula….

Meri jaan ali…      Haidar…..
Imaan ali……         Haidar…..
Pahechan ali….      Haidar…..
Hai meri shan ali.. Haidar…..

Haidar……… Haidar…….. Haidar……..

Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *