Duniya Jo Dekhi Hussain ne – Ali Safdar Manqabat 2019 / 1440

 

Dunia jo dakhi deen say khali Hussain as ne

Bunyaad la ila ha kee dadi Hussain as ne

 

Takht shahe ka takhta usi waqat ho gaya

jab masnadad Rasool SAW sambhali hussain as ne

 

ALLAH ke NABI SAW ko mayasar na ho saky

Insar asy paye misali Hussain as ne

Dunia jo dakhi deen say khali Hussain as ne

 

 

 

Dakha jo orooj parcham e islam ghaar kar

Balaye ooj khutbe shumai Hussain as ne

 

Dunia jo dakhi deen say khali Hussain as ne

 

 

 

Fitroos say le jiye rahib be hai gawah

chora na ek nishan bhe sawali Hussain as ne

 

Dunia jo dakhi deen say khali Hussain as ne

 

 

Bait ke bhe sawal wazaye dia jawab

hargiz kisi ki bat na tali Husasin as ne

 

Dunia jo dakhi deen say khali Hussain as ne

 

 

Jannat ki arzoo me kahan ja rahy han log

Jannat to karbala me manga le Hussain as ne

 

Dunia jo dakhi deen say khali Hussain as ne

 

 

 

Sab kch luta ke name pay ALLAH ke abad

Bakhshi hai deen e haq ko bahali Hussain as ne

 

Dunia jo dakhi deen say khali Hussain as ne

Bunyaad la ila ha kee dadi Hussain as ne

Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *