Ali Safdar Latest Manqabat 2019/1440 – Sab Hussain Ka hai

 

 

Azeem martaba Alee nasab Hussain as ka hai x3

Takaza adal ka kahta hai sab Hussain ka hai

 

 

Salam marsiya ku karna ho kamal adab x3

Har ek simat sukhan me adab Hussain as ka ha

 

Azeem martaba Alee nasab Hussain as ka hai

 

 

Tamaam sal guzara Hussain as ke gham me x3

Ajaab ye hai jashan jo ek shab Hussain as ka ha

 

Azeem martaba Alee nasab Hussain as ka hai

 

 

Qamar jo hosla rakhti han gairat e sajaad x3

Wo hosla bheshujaye aab Hussain as ka ha

 

Azeem martaba Alee nasab Hussain as ka hai

 

Takaza adal ka kahta hai sab Hussain ka hai

 

 

 

Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *