Ali Kay Ghar Ki Taraf Hai Nazar Zamane Ki Manqabat Lyrics
ALi Ky Ghar Ki Tarf Hai Nazar Zamane Ki
Ali Kay Ghar Ke Taraf Hai Nazar Zamanay Ke
Khabar Joh Pai Hai Maula Hassan Ky Aany Ki
Muraeed Ho Gai Shabar Ki Zulfiqar Ali
Muraeed Ho Gai Shabar Ki Zulfiqar Ali
Adayin Dekhi Hai Jab Say Qalamjalany Ki
Khabar Joh Pai Hai Maula Hassan Ky Aany Ki
Wo Aye Zohar Main Aur Maah Ky Sath Asar Poarhi
Wo Aye Zohar Main Aur Maa Ky Sath Asar Poarhi
Khuda Ky Sadjy Main Adat Thi Sir Jukany Ki
Khabar Joh Pai Hai Maula Hassan Ky Aany Ki
Abi Imam E Hassan Pusht Per Hain Bethy Hue

Rasool Ki Jeye Zehmat Sir Uthany Ki
Khabar Joh Pai Hai Maula Hassan Ky Aany Ki
Hai Zikar Maula Hassan Pajntan Ki Amad Hai

Badal Rahe Hein Fazayen Gareebkhane K
Khabar Joh Pai Hai Maula Hassan Ky Aany Ki
Abi Main Jashy Imam E Hasasn Main Aya
Abi Main Jashy Imam E Hasasn Main Aya
Ay Moat Abi Jah Abi Fursat Nahi Ha Any Ki
Hain Inki Tooti Hue Qabar Say B Kauf Unko

Wo Kasy De Dein Ijazat Dein Haram Banany Ki
Khabar Joh Pai Hai Maula Hassan Ky Aany Ki
Ha Humko Hai Rozy Main Adat Takalum O Farhan

Ali Ky Ghr Ki Tarf Hai Nazar Zamane Ki
Comment