Rozay ashora Mola ye lab per yahi thi sada
deen e Muhammad ki khatir krtahon ghar bar fida
Labaik Allah huma Labaik
gull kar ke ye ashore ki shab shah ne ye charago say kaha
jis ki marzi wo jaye zoor nai koi mera
ye hai mari maqtal gah ab nai jana is k siwa
Labaik Allah huma Labaik
Allah ho akbar azan e subha jonhe de ali akbar as ne
har soo shoor jazbay ki gonjee sadaye khamaye say
har koi haq pay marny ko kahta howa tyr mila
Labaik Allah huma Labaik
pocha jab ye qasim as say mout ko kasa paya ha
ye to shahad say mithi ha qasim ne batlaya ha
bhai hassan qurban howa deen pay ye tara baita
Labaik Allah huma Labaik
karyal baity ka baba say mlny khamy ana’
dy ke ijazat lary ki jang krny karbal jana
bharchi lage jab akbar ko be shaber ke lab pay sada
Labaik Allah huma Labaik
zaray aba jis dam mola hatho pay asghar laye
boly is shahmahye thora pani mil jaye
teer laga gardan me shah ne dil sooz buqa
Labaik Allah huma Labaik
qamar banay hashim ghazi as laskar ka salar b tha
is ko subha sy hukam e mola ka intezar b the
lashye ghaze per pohancy shaber karty yahi niga
Labaik Allah huma Labaik
hukam e khuda pay sar kham ha ye qurbani kia kam ha
sara ghar qurban kia uncha deen ka parcham ha
sajda shukr ada krty ke ye fatah karbal ne kaha
Labaik Allah huma Labaik
karbala ka tapta sahra jis per khara noor e zahra
daikh raha hai umat ke zulmo sitam
daikha shah ka dunia ne hosla himat sabr o wafa
Labaik Allah huma Labaik
waqat e asar jab mola ka koi b nasir na bacha
kunjee thi phir karbal me hal min ki deep sada
gardan kata ke sajdy me ai apny rab ki sada
Labaik Allah huma Labaik
Comment