Loriyon me suni ha karbobala
Khoon ki rooh me basi karbobala
Har naafs me rachi ha karbobala
Maqsad e zindgi ha kabbo bala
Hai tamana karon wahan sajda
Kab Khuda Karbala main jaon ga
Ye azadar ke dil ke hai sada
Kab Khuda Karbala main jaon ga
Karon maam roh barao Haram
Wahi sadjay ada karon tayamam
Ashq e gham say karon fiza pur nam
Khaak ki wahan ki kar lon main khud ko zaam
Isi hasrat me dil hai afsorda
Kab Khuda Karbala main jaon ga
Ye azadar ke dil ke hai sada
Kab Khuda Karbala main jaon ga
Arzo hai ke dakhon jannat ko
sabab qun ha jo wo naimat ko
syeda tul muntaha sa ki hasrat ko
jalwah toor ke alamat ko
yahi hasrat ha ye hai mari dua
Kab Khuda Karbala main jaon ga
Ye azadar ke dil ke hai sada
Kab Khuda Karbala main jaon ga
Baat ban jaye ho jo tari nazar
Karbala me basar ho sham o sahar
Rang jamaye wahan weela ka honar
or wohi khatm ho naafs ka safar
POri ho mari ye dua Mola as
Kab Khuda Karbala main jaon ga
Ye azadar ke dil ke hai sada
Kab Khuda Karbala main jaon ga
Mari nazron me zakham e Akbar as hai
Mashak chadne ka khoni munzir hai
teer e sah shobha or Asghar as hai
Wo golo qunad sa wo khanjar hai
Chasham say mari kab giya girya
Kab Khuda Karbala main jaon ga
Ye azadar ke dil ke hai sada
Kab Khuda Karbala main jaon ga
Yaad hai ghurbat e ghareeba bhe
or wahshat zada biyan bhe
yaad hai aag ka wo tofan bhe
yaad ha be kasi ka saman bhe
kasy bhooku koi wo jor o jafa
Kab Khuda Karbala main jaon ga
Ye azadar ke dil ke hai sada
Kab Khuda Karbala main jaon ga
Yaad hai muntazari aseeri bhe
gham say labraiz wo udasi bhe
be kasoo ki wo hai nowai bhe
yaad hai bibiyo ki aho buka
Kab Khuda Karbala main jaon ga
Ye azadar ke dil ke hai sada
Kab Khuda Karbala main jaon ga
Qalab e Asif ki awaz ye hai
Ay Khuda khoon joon ke sadqay
us ke nohay ki abroo rakh lyy
us ka oursa qabool ho jaye
Ali ammar ki bhe hai ye dua
Kab Khuda Karbala main jaon ga
Ye azadar ke dil ke hai sada
Kab Khuda Karbala main jaon ga
Comment