Jaise Khwaja Ne Kaha | Ameer Hsan Aamir Nohay 2020

Alal elan kaho sare maidan kaho

Hai Hussain ibne ali deen ki jaan kaho

Us namazi pe na ho kaise allah ko naaz

tute terror,n pe ada ki hai maqtal me namaz

Haq hai uska jo ise haq ki pehchan kaho

Alal elan kaho sare maidain kaho Jaise khuwaja ne

kaha deen panah Ast Hussain Pehno ehram

agar chumo kaabe ka gilaf Jaake kabe me karo jab

bhi kabe ka tawaf Shukriya jane ali hajj ke dauran kaho

Alal elan kaho sare maidain kaho Jaise khuwaja

ne kaha deen panah Ast hussain…

Ambiya kehne lage dekh ke us ki taraf Usne

baqsha hai hame sar farazi ka sharaf har shariyat

ka yahi hai nigehban kaho Alal elan kaho sare maidain

kaho Jaise khuwaja ne kaha deen panah Ast hussain

Pucho kabe se kabhi uske sajde ki chamak Roshini

phail gayi saatve arsh talak Arsh walo,

n pe bhi hai us ka Ehsaan kaho Alal elan kaho

sare maidain kaho Jaise khuwaja ne kaha deen

panah Ast hussain Iss liye chaaro taraf dhoom Iss naam

ki hai Aaj bhi karbobala dhaal islam ki hai Baat insaaf ki hai sab

musalman kaho Alal elan kaho sare maidain kaho Jaise khuwaja

ne kaha deen panah Ast hussain Us ne muqtal me rakhi

lafze islam ki laaj maut se iss ne kiya chadh ke naize pe

khiraaj Ruhe islaam kaho jane quraan kaho Alal elan kaho

sare maidain kaho Jaise khuwaja ne kaha deen panah

Ast Hussain Haq ki raho,n me fida apna ghar baar kiya

Thakke soya tha bashar usne bedar kiya Mazhare

zaat e khuda hai ye Insaan kaho Alal elan kaho sare

maidain kaho Jaise khuwaja ne kaha deen panah

Ast Hussain Ameer akhtar ba khuda ye na hota jo kahee

Rakhta kis simt bashar apni sajde me jabee

Jaane zehra pe hai ye jaan qurbaan kaho

Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *