Gham e Hussain as tejarat nai khuda ki kasam
gunahgar jo b krty is pay sitam
Gham e Hussain as tejarat nai khuda ki kasam
na koi sharam ankho me na haya un ko
azazn ke name un ko ye raqam daikho
na in ka deen ka rista na in ke dil me he gham
Gham e Hussain as tejarat nai khuda ki kasam
faqat ye izat o sohrat bannye aty han
aza ke name pay qisay sunny atay han
ye member o ada qariyan kary har dam
Gham e Hussain as tejarat nai khuda ki kasam
na wajbat e ilahe kch pat in ko
khudya asyon ko member any sy roko
aza ke name sy khali dikha rahy han do bharam
Gham e Hussain as tejarat nai khuda ki kasam
dar e hussain wabastge naimat ha
samjh gaya jo isy aj us ki izzat ha
usi ki khas khuda rasool ka ha karam
Gham e Hussain as tejarat nai khuda ki kasam
hussain as pahly he mazlom e karbala bht
or is pay paishy waro ne kari jafa bht
baraye majlis e mola jo mangty han raqam
Gham e Hussain as tejarat nai khuda ki kasam
faqeer jo ye cahye tawangri dy dy
ye jis ko cahy us ko shan e bu zari dy dy
magr ye sharat ye ha k marfat sy ho ankh nam
Gham e Hussain as tejarat nai khuda ki kasam
azan ke bani rutba bht ha khas mila
khuda ne majlis e shabbir k liye ha chuna
jo ha be amal ghum rahiyo me ho gaya zam
Gham e Hussain as tejarat nai khuda ki kasam
khudara member e mola ko pak saf rakho
jo be amal han unhy membero say door rakho
jo wazbaat ke darjy kr rhy han kam
Gham e Hussain as tejarat nai khuda ki kasam
hai ek faqeer mola ka mujh ko naz ha ye
khuda ka shukar ali deep ek raz ha ye
jo izan 12 mola say likh raha ha kalam
Gham e Hussain as tejarat nai khuda ki kasam
Comment