Abbas, Al Abbas
Abbas
Suno Fouj E Jafakar Main Abbas E Ali Hoon
Alam Paas Hai Mere Main Alamdar E Jari Hoon
Qaza Darti Hai Jis Se Main Woh Qahr E Jali Hoon
Wohi Jaah O Hasham Hai Wali Ibn E Wali Hoon
Mere Samne No Laakh Ki Aukat Bhala Kia
Agar Chahon To Le Jao Main Ek Mashk Main Darya
Mere Haath Main Dekho Na Koi Teer Na Talwar Khabardar
Mujhe Kehte Hain Abbas
Agar Ghaiz Main Aaon To Ik Hashar Uthaon
Falak Dharti Pe Lao Tumhe Aaj Bataon
Mujhe Kehte Hain Abbas
Abhi Khouf Ho Taari Hawa Rouk Loon Saari
Meri Zarab Hai Kaari Qazaa Hoon Main Tumhari
Mujhe Kehte Hain Abbas
Cun At Saldi Farat Usta Alinin Qazab Oglu
Salib Val Vala Afaqa O Ali Nasab Oglu
Cakib Tigi Sarar Bar Dusub Larzaya Kuffar
Dayib Birbira Asrar Ce Tipo Ce Alamdar
Yetib Ta Safi Adaya Abalfazli Vafadar
O Sar Cesmayi Isar Acib Nitqi Goharbar
Buyurdu O Zaman Gus Edin Ey Lesgari
Xunxaru Cafakaru Sitamkar
Manam Hazrat Abbas
Manam Sahibi Sovlat Manam Siri Sucaat
Manam Madani Qeyrat Manam Manbayi Ismat
Manam Hazrate Abbas
Manam Mehri Nubuvvat Manam Babi Karamat
Manam Kani Fasahat Va Balagat Va Karamat
Manam Hazrate Abbas
O Sirin Harakati Mukarrar Hamalati
Sanavu Salavati Tutub Dasto Falati
Manam Hazrate Abbas
Alib Nahri Farati Sevindirdi Banati
Dedi Qalbizi Ey Qovm Tutub Kinavo Vasvas
Manam Hazrate Abbas
Alamdari Dilavar Sipahdari Muzaffar
Kamar Bastayi Heydar O Zargami Qazabnak
Abalfazli Hunarvar Vafadari Huseyndir
Boyuk Mansabi Vardir Sipahdari Huseyndir
Barha Shair E Jari Bana Qahr E Jali
Qaza Kahne Lagi Hate Pahre Sabhi
Soo E Nehar Gaya Alam Gaarh Dya
Jo Mashkiza Bhara Soo E Khema Chala
Abbas
Udhar Dar Pe Khari Baali Sakina Ki Sada Thi
Chale Ao Chacha Jan Bhatiji Hai Yeh Pyasi
Idhar Teer Laga Mashk Pay Or Bah Gaya Pani
Kate Ghazi Ke Shaane Alam Daanto Se Thaame
Geraa Ghore Se Abbas E Alamdar Zameen Per
Laga Aankh Main Ek Teer Laga Gurz Jabeen Per
Sakina Se Hoon Sharminda Yehi Kehta Tha Jarrar
Chacha Tera Hai Ghumkhuar
Mujhe Kehte Hain Abbas
Sakina O Zaman Verdi Xabar Aali Abaya
Cagirdi Hami Atfali Yigib Xeyma Saraya
Goturdu Balaca Allarini Samti Samaya
Dilin Açdi Duaya Edib Arz Xudaya
Ravadir Axa Darya! Yana Itrati Taha
Sola Gulsani Zahra Eda Mahsari Barpa
Sala Lasgara Qovga Dola Qanila Sahra
Aya Zumrayi Nas Nas Manam Hazrati Abbas
Huwa Qatal Jo Saqqa Qamar Thaam Kay Mola
Barhe Janib E Darya Laboo Per Tha Yeh Noha
Kaha Ho Mera Abbas
Shah E Deen Ka Hai Noha Nahi Koi Sahara
Kaha Hai Tera Laasha Nazar Kuch Nahi Aata
Kaha Ho Mere Abbas
Abbas
Pisar Zahra Ka Jo Laashe Alamdar Pe Pohcha
Laho Saaf Kia Ghazi Ki Aankho Se To Bola
Hamae Bhai Kaho Hoga Yeh Ahsaan Tumhara
Suna Mazhar O Farhan Shah E Deen Ka Jo Farmaan
Kaha Bhai Ko Bhai To Woh Jarrar Pukara
Mere Lashe Ko Khemay Main Na Le Jana Khudara
Sakina Hai Meri Tashna Dahan Syed E Abrar
Yahan Main Hoon Dilafgar
Mujhe Kehte Hain Abbas
Abbas
Jab Khoon Main Alam Dooba Huwa Laa E The Mola
Ro Ro Ke Sakina Ne Kaha Waah Musibata
Jab Dekha Alam Aya Alamdar Na Aya
Khaimo Main Bibiyo Ne Kia Matam O Noha
Wah Abbasa Abal Fazl
Comment