DUA E SAKINA | Nohay 2020 | Hashim Sisters | New Noha 2020 | Muharram 1442

Dil mein ehsaas yeh rakho logon Bibiyan majlison

mein aatin hain Unko ronay ki rehgaee hasrat

Pursa lekar sukoon paati hai Poochti hai, Sakina

jab rokar Bibi Zainab galay lagaati hain Amman

yeh kon log hain Jo kartay hain girya

Haye parhtay hain noha Yeh kon loug hain

1) Kartay hain musalsal yeh huma,

ray liye riqqat Daadi ke lieay inkay dilon,

mein hai mohabbat Pursay ke lieay,

kartay hain Majlis ba aqeedat Yeh kon loug

hain Amman yeh kon log hai

2) Hai unko aqeedat meray Am,

mu key alam say hojatay hain bechaiyn kattay,

shano ke ghum say hai unko barri,

aas chacha jaa(n) ke karam say

3) Baba ki shahadat ka alam,

unpay hai taari Aur haey Hussain unki zabaa

no pe hai jaari Bhaiyya Ali Ak,bar

ke lieay kartain hain zaari

4) Jhoola Ali Asghar Ka Saja Leti Hain maaein

Ro ro kay liey karti hai jhoola ki balaaein

Aakar Aza Khaane mein yeh karti hai duaein

5) Yeh chahnay walay hain hama,ray phupi

amman Pyaaso ki sabeelo ka bhi kar,

tay hain yeh samaan aashoor ko kar,

letay hain chaak apna garebaan ****

Farmaya yeh Zainab ney ****

6) Daadi ki duaon ka asar,

hai yeh Sakina Baba ke Azadar hain jo kartay

hain girya Ro ro ke Sakinaa ney kaha,

thaam ke seena Kaash yeh log us ghari hotay,

Jab laeoono mein hum akeyley thay

7) Hai aaj bhi nazro mein woh aashoor ka

manzar gherey tha meray baba ko nau

laakh ka lashkar sookhi hui gardan pay phira

ya gaya khanjar Kaash yeh log us ghari hotay,

Jab laeoono mein hum akeyley thay

8) Dill dukhta hai yaad aati hai jab,

shame ghareeban bhikri hui laashon ka woh aa,

lam woh bayabaan Ammu nahin aaey mera jal

,ta raha daamaa(n) Kaash yeh log us ghari hotay,

Jab laeoono mein hum akeyley thay Chorus

9) Aye Hashimi behno meri bi,bi ki yeh

hasrat rotay hain nigar ahle aza, ba dille

riqqat pursay say khudara millay sheh,

zadi ko raahat Kaash hum log us ghari

hotay Jab museebat mein thay Khuda walay

Ya laytani kunto ma’akum, Fa afuza fawza adheema

Shukr-e-Mola

Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *