Ali Shanawar| Baba Janum (Urdu/Persian) | 2018 / 1440

 

Yateem o gham naseeba
badasto maan ghareeba (2)

Baba Janum Baba Janum Baba Janum
Baba Janum Baba Janum Baba Janum

Mai Suye Zindaan Chali Ap ki Nazoon Ki Pali (2)
Suye Zindaan Chali (2)

Baba Janum Baba Janum Baba Janum (2)

 Kaafla Jab Suye Zindan Chala (2)
Apny baba sy Sakina(s.a) ny Kaha
ho gya Quaid tmhara qun’ba
Baba daikho mera rassi my gala

Haye Meri Yateemi Haye Meri Ghareebi (2)
Baba Janum Baba Janum Baba Janum (2)

 Baba aik baar to ankhain kholo
Quaidi beti ki ye halat daikho
baba aik baar Sakina(s.a) kh do
bolo baba mery kuch to bolo

Haye Meri Yateemi Haye Meri Ghareebi (2)
Baba Janum Baba Janum Baba Janum (2)

 Baba pani ki mujhy aas nahi
mera saka mera Abbas(a.s) nahi
Ashk pi loon gi mujhy pyaas nahi
hum ko ye karbobala raas nahi

Haye Meri Yateemi Haye Meri Ghareebi (2)
Baba Janum Baba Janum Baba Janum (2)

 Baba aik baar sada do baba
apny Nazdeek bula lo baba
shimr aata hy bacha lo baba
apny daaman my chupa lo baba

Haye Meri Yateemi Haye Meri Ghareebi (2)
Baba Janum Baba Janum Baba Janum (2)

Mai Suye Zindaan Chali Ap ki Nazoon Ki Pali (2)
Suye Zindaan Chali (2)

Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *