Aah Ya Hussain (as) | Syed Irfan Haider | Muharram | Ashoor

Hussain
Ya Hussain (3x)
Hussain
Ya Hussain (3x)
Ya Hussain (3x)
Bayyan karta ho mai waqt e asar ka manzar
Thay khusk gala aur shemr ka khanjar
Mayyan e khanjar or sir thi Hussain ki maadal
Jo dy rahi thi sada be khata basar
Kaha ye naram gala (2X)
Aur kaha ye kund Chhuri
Hai kahye roz ka pyasa
Hussain ibne Ali (as)
Ya Hussain (3x)
Ya Hussain (3x)
Aik syed ko pardesi ko
Mehman bana kar lout liya
Aah Ya Hussain (as)
Na maro (10x)
Mai maa ho bata
Mai kase dekho ye dard ka manzar
Sukha ha gala pyase ka

Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *