Ya Sub Tumhara Karam Hai Aaqa | Hafiz Tahir Qadri | New Naat 2018

 

Ya nabi…..  Ya nabi….. Ya nabi….. Ya nabi…..
Ya nabi…..  Ya nabi….. Ya nabi….. Ya nabi…..

Koi salika hai aarzo ka….Na bandagi meri bandagi hai…..

Ye sab tumhara karam hai aaqa….
Ke baat ab tak bani huee hai…..
Ye sab tumhara karam hai aaqa….

Aata kiya mujhko dard-e-ulfat….
Kaha thi ye khur khata ki kishmat…..
Mai iss  karam ke kaha tha kabil….
Huzoor ki banda parwari hai…..

Ye sab tumhara karam hai aaqa….
Ke baat ab tak bani huee hai…..
Ye sab tumhara karam hai aaqa….

Iss karam ka karu sukre kaise aada….
Jo karam mujhpe mere nabi kar diya….
Mai sajata hoo sarkaar ki mahefile…
Mujhko har gam se rab ne bariii kar diya….

Zikre sarkar ki hai badi barkate..
Milgai rahaate azmate rifate…
Koi siddik faroq ussma hue….
Aur kisiko nabi ne ali kardiya….

Tajilliyon ke kafeil tum ho…..
Murade kalbe khalil tum ho…
Khuda ki raushan dalil tum hoo….
Ye sab tumhari hi raushini hai….

Ye sab tumhara karam hai aaqa….
Ke baat ab tak bani huee hai…..
Ye sab tumhara karam hai aaqa….

Kisika ahe-shan qq uthaee…
Kisiko haa-laat qq bataee….
Tumhi se maangenge tumhi doge…
Tumhare hi dar se lau lagi hai….

Ye sab tumhara karam hai aaqa….
Ke baat ab tak bani huee hai…..
Ye sab tumhara karam hai aaqa….

Aamal ki mere asaas kya hai..
Bajuz nadaamat ke paass kya hai…
Rahe salaamat bas aapki nishbat..
Mera to bass aashra yehi hai….

Ye sab tumhara karam hai aaqa….
Ke baat ab tak bani huee hai…..
Ye sab tumhara karam hai aaqa….

Jitna diya sarkaar ne mujheko….
Utni meri aukaat nahi…….
Ye toh karam hai unka warna…
Mujhme to aesi baat nahi……

Ishq-e-shahe batha se pahele…
Mufliso khasta haal tha mai…
Naame muhammad ke mai kurba….
Ab wo mere haalat nai….

Gaur to kar sarkaar ki tujhpar…..
Kitni khaas inaayat hai…..
Kaushar to hai inka sana kha…..
Ye mamuli baat nahi……
Tahir tu hai inka sana kha…..
Ye mamuli baat nahi……

Basir kahiye  nazir kahiye…
Inhe siraje muneer kahiye…..
Jo sar basar hai kalame rabbi…
Wo mere aaqa ki zindagi hai…

Ye sab tumhara karam hai aaqa….
Ke baat ab tak bani huee hai…..
Ye sab tumhara karam hai aaqa….

Yahi hai khalid aasa se rahemat….
Yahi hai khalid binae azmat…..
Nabi ka irfaan bandagi hai…..
Nabi ka irfaan zindagi hai…..

Ye sab tumhara karam hai aaqa….
Ke baat ab tak bani huee hai…..
Ye sab tumhara karam hai aaqa….

Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *