MERI ZINDAGI SIRF ISHQ-E-NABI | HAFIZ TAHIR QADRI | 2016

Meri zindagi sirf ishke nabi hai
Meri zindagi sirf ishke nabi ha

Agar mil gayi mujko rahe madina
Muhammad ka nakshe kadam chum lunga
Akeedat se kaabe mein sar ko juka kar
Nigahon se baabe haram chum lunga

Meri zindagi sirf ishke nabi hai
Meri zindagi sirf ishke nabi hai

 
Agar dilko hai kuchh nabi se akidat
Kisi din to jage gi meri bhi kismat
Jo aayenge karke tawafe madina
Khush ho ke unke kadam chum lunga
 
Meri zindagi sirf ishke nabi hai
Meri zindagi sirf ishke nabi hai
 
Meri zindagi sirf ishke nabi hai
Jo gam mujko isme mila wo khushi hai
Isi gam ki rahon mein ankhen bichha kar
Palkon se khake haram chum lunga
 
Meri zindagi sirf ishke nabi hai
Meri zindagi sirf ishke nabi hai
 
Jo tay kar ke aayenge rahe madina
Mila lunga mein unke sine se sina
Jin ankhon ne dekha hai tayba ka manzar
Wo ankhen badeeda e nam chum lunga
 
Meri zindagi sirf ishke nabi hai
Meri zindagi sirf ishke nabi hai
 
Agar mil gayi mujko rahe madina
Muhammad ka nakshe kadam chum lunga
Akeedat se kaabe mein sar ko juka kar
Nigahon se baabe haram chum lunga

 

Meri zindagi sirf ishke nabi hai
Meri zindagi sirf ishke nabi hai

Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *