Jo Ishqe Nabi Ke Jalwon Ko | Muhammad Owais Raza Qadri | 2020

 

Jo Ishq E Nabi Ke Jalwon ko Lyrics

Jo ishq e Nabi ke Jalwon ko Seenoon main basaya karaty hain
Allah ki rehmat ke badal un logon pe saya kartay hain

Jab apne gulamon ki Aqaa taqdeer banaya kartay hain
Tu jannat ki sanad lene ke liya Rozay pe bulaya kartay hain

Aye daulat e irfan ke mangto us dar pe chalo jis dar pe sada
Din rat khazane rehmat ke Sarkar lutaya kartay hain

Makhlooq ki bighri banti hai Khaliq ko bhi piyar a jata hai
Jab dua Mehboob e Khuda hathon ko uthaya karty hain

Gar tabe bala me fas ke koi taiba ke tafar tak jab hai
Sultane Mandina khud aa kar kashti ko tara ya karte hai

Wo naz aa ki sakti wo aye dil ya kabar ki mushkil manzil ho
Wo apne gulamo ki aksar imdad ko aya karte hai

Hai Shgal hamara sham o Sehar aur naz sikandar qismat per
Ke mehfil mein Rasool e Akram ki hum naat sunaya karty hain

Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *