Imdad kun, Imdad kun.
Az bande gham azad kun,
Dar deeno dunya shaad kun (x2)
Ya Ghaus-e-Azam dastagheer
Imdad kun, Imdad kun.
Tere haath mein haath maine diya hai (x2)
Teray haath hai laaj Ya Ghaus-e-Azam
Nikala hai pehlay to doobay huoon ko (x2)
Aur ab Dobtoon ko bacha Ghaus-e-Azam
Kasam hai ke mushkil ko mushkil na paya (x2)
Kaha hum nay jis waqt Ya Ghaus-e-Azam
Bhawar mein phansa hai safina hamara (x2)
Bacha Ghaus-e-Azam, Bacha Ghaus-e-Azam
karam se kiya rahnuma rahzanou ko
idhar bhi nighe karam ghouse-e-azam
Ye dil ye jigar hai ye ankh ye saar hai
jaha chahu rakho qadaam ghouse-e-aza
Kahein kis say jakar Hassan apne dil ki (x2)
Sunne koun teray siwa Ghaus-e-Azam
Mureedon ko khatra nahin bahr e ghum say (x2)
Kay beray ke hain na khuda Ghaus-e-Azam
Piro ke aap pir hai ya Ghaus al madad (x4)
Ahle saffa ke meer hai ya Ghaus al madad
Ranjo alam rangir hai ya Ghaus al madad (x4)
Hum aaj ko wasir hai ya ghaus al madad
Comment