Mila hai Hussain (R.A) Se | Hafiz Ahmed Raza Qadri | New Manqabat Imam Hussain 2018

Nawaasa e Rasool
Janney Batool
Haidar Ke Chain
Ya Hussain

Nawaasa e Rasool
Janney Batool
Ibney Ali
Hussain u Minni, Wa Anna Minal Hussain

Zahara Ke PyarRay Laal Sey
Haidar Ke Chain Sey
Zahara Ke PyarRay Laal Sey
Haidar Ke Chain Sey

Jo Bhi Meela Hain Humko, Meela Hain Hussain Sey

Bin ChaHaTey Hussain Kia Jeeney Ka Faida
Bachpan Sey Mujhko Maa Ney Sikhaya Hain Qaida
Tarzey Hayat Seekho Shahe MashRiqain Sey
Tarzey Hayat Seekho Shahe MashRiqain Sey

Jo Bhi Meela Hain Humko, Meela Hain Hussain Sey
Jo Bhi Meela Hain Humko, Meela Hain Hussain Sey

Sar Baa Sujood Ho Gaye, Karbal Main Jab Imam
Waqtey Qaza Hain Khaliqey Akbar Sey Hum Kalam
Zinda Namaz Hain Toh, Ibadat Ke Zain Sey
Zinda Namaz Hain Toh, Ibadat Ke Zain Sey

Jo Bhi Meela Hain Humko, Meela Hain Hussain Sey
Jo Bhi Meela Hain Humko, Meela Hain Hussain Sey

Hum Ghareebo Ke Mola Hussain
Hum Faqeero Ke Mola Hussain
Hum Ghareebo Ke Mola Hussain
Hum Faqeero Ke Mola Hussain

Shairey Khuda Ke Chan Ney, Rahib Sey Poochiye
Kia Kuch Diya Hussain Ney, Rahib Sey Poochiye
MilTay Hain Saat Bachay
MilTay Hain Saat Bachay, Shah e MashRiqain Sey

Jo Bhi Meela Hain Humko, Meela Hain Hussain Sey
Jo Bhi Meela Hain Humko, Meela Hain Hussain Sey

Ye Izzato Maqam, Ye Andaz Ba Kamal
Kis Sey Mila Hussain Ko, Ye HusaNey BeyMisal
Noor e Khuda Sey Fatah e Badaro Hunain Sey
Noor e Khuda Sey Fatah e Badaro Hunain Sey

Jo Bhi Meela Hain Humko, Meela Hain Hussain Sey
Jo Bhi Meela Hain Humko, Meela Hain Hussain Sey

Zahara Ke PyarRay Laal Sey
Haidar Ke Chain Sey
Jo Bhi Meela Hain Humko, Meela Hain Hussain Sey

Ishqey Hussainey Paak Ka, Hum Ko Sila Mila
Maanga Jo Maangna Tha, Talab Sey Siwa Mila
Sultaney Ambiya Ke, Issi Noorey Ain Sey
Sultaney Ambiya Ke, Issi Noorey Ain Sey

Jo Bhi Meela Hain Humko, Meela Hain Hussain Sey
Jo Bhi Meela Hain Humko, Meela Hain Hussain Sey

Main Hussaini Ho,Main Hussiani Ho
Main Hussaini Hussaini Hoo

Aesa HussainiYo Ka, Jaha Main Jalal Hain

Kaatib Yazeedey Waqt Ka Jeena Muhaal Hain
Duniya Jo Goojti Hain Sada e Hussain Sey
Duniya Jo Goojti Hain Sada e Hussain Sey

Jo Bhi Meela Hain Humko, Meela Hain Hussain Sey
Jo Bhi Meela Hain Humko, Meela Hain Hussain Sey

Zahara Ke PyarRay Laal Sey
Haidar Ke Chain Sey
Jo Bhi Meela Hain Humko, Meela Hain Hussain Sey.

Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *