Qasam Khuda Ki | Qasida Imam Mehdi a.s | Hassan Sadiq | Mehrban Ali | Manqabat 2020 | 15 Shaban |

Kasam Khuda ki hamara Imam as zinda hai

Har ek dil me abhi tak ye name zinda ha

Kasam Khuda ki hamara Imam as zinda hai

 

Nabi Saw ke deen pay ahsan ka imammat ka

Khuda ka name banahmy imam as zinda ha

Kasam Khuda ki hamara Imam as zinda hai

Har ek dil me abhi tak ye name zinda ha

Kasam Khuda ki

 

 

Yazeed murda hai us kee har ek bat fazool

Hussain as zinda ha us ka Payaam zinda hai

Kasam Khuda ki hamara Imam as zinda hai

Har ek dil me abhi tak ye name zinda ha

Kasam Khuda ki

 

 

Hussainiyat ka alam hai buland har janab

isi kee dam say zamana tamaam zinda ha

Kasam Khuda ki hamara Imam as zinda hai

Har ek dil me abhi tak ye name zinda ha

Kasam Khuda ki

 

 

Har ek dil me abhi tak ye name zinda ha

Kasam Khuda ki hamara Imam as zinda hai

 

Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *