hussain (a.s) ya hussain (a.s)
kam na hoga
ye to mazloom ka matam hai kam na hoga x3
har dil mai’n hoga, har ghar main hoga x2
dasht mai’n hoga, gulzar mai’n hoga hoga
ye to mazloom ka matam hai kam na hoga x2
hussain (a.s) ya hussain (a.s)
sayeda zainab (s.a) ki ye azaa hai
fatema zahra (s.a) ki ye dua hai x2
zain-ul-eba (a.s) ke dil ki sada hai x2
gham ye dil- e-zawwar mai’n hoga hoga
mazloom ka matam hai kam na hoga
ye tu masoom ka matam hai kam na hoga
har dil main hoga, har ghar main hoga
dasht main hoga, gulzar main hoga hoga
mazloom ka matam hai kam na hoga
hussain (a.s) ya hussain (a.s)
lashe pe shah ke zainab (s.a) ka wada
dekhegi duniya ab ye nazara x2
ay mere bhaiya matam tumhara x2
sham ke khooni darbar mai hoga hoga
mazloom ka matam hai kam na hoga
ye to masoom ka matam hai kam na hoga
har dil main hoga, har ghar main hoga
dasht main hoga, gulzar main hoga hoga
mazloom ka matam hai kam na hoga
hussain (a.s) ya hussain (a.s)
haan…gham ye tumhara maula (a.s) bhoola na zamana
ghar ghar saja hai ye tumhara azakhana
hussain(a.s) ya hussain (a.s)
haan…gham ye tumhara mula (a.s) bhoola na zamana
ghar ghar sajja hai ye tumhara azakhana
soag tumhara jaari rahe ga x2
matam ye sare sansar mai’n hoga hoga
mazloom ka matam hai kam na hoga
ye to masoom ka matam hai kam na hoga
har dil main hoga, har ghar mai’n hoga
dasht mai’n hoga, gulzar main hoga hoga
mazloom ka matam hai kam na hoga
zahoor-e-mehdi (aj.) jis roz hoga,
manzar wo kitna pursoz hoga x2
mimber pe hoga waris hamara x2
matam phir unki sarkar mai’n hoga hoga
mazloom ka matam hai kam na hoga
ye to masoom ka matam hai kam na hoga
har dil main hoga, har ghar main hoga
dasht main hoga, gulzar main hoga hoga
mazloom ka matam hai kam na hoga
ye to masoom ka matam hai kam na hoga
hussain (a.s) ya hussain (a.s)
kam na hoga, kam na hoga
Comment